॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

sab jante hain galat hai, to galti kyon ho jati hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kaun nahi janta ki parai bahan beti par gandi nazar karna galat hai mante ho aap vichar karke dekho kaun nahi janta yah galat hai har karya ko aap jante ho kyonki sabke hriday mein bhagwan baithe hue hain jahan aap koi galat kadam uthaoge pehle sanket galat hai sachchai se dekho pehle bhagwan ka el andar spana ye galat hai bhay lagta hai par wo ek baat koi pakar lo jo jante ho janne ki zaroorat nahi kaun baat pakde jo tum jante ho satya marg ki ek baat pakar lo phir dekho chadhai kaise chadhe chale ja rahe ho ham ham log hazaron baten kahte hain.

hazaron baten sunte hain. Pakar ek bhi nahi jaate. Hamare mein pakar ho jae to baat ban jaegi. Pakar ho jaegi to parmanand. Ye sab jo aap bol rahe hain ye sab bhagwat swaroop hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi