॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhakt ka virodh hi uski bhakti ko chamkata hai!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jitna uncha danda utna hi uncha jhanda. Yah jitni ninda karne wale, virodh karne wale bhakton ke na yah dande ka kam karte hain. Unka bhakti ka jhanda utna hi uncha phahrata hai. Agar Meera ji ka devra virodh na karta to Meera ki bhakti itni prakashit nahi hoti. Agar Prahlad ji ka bap virodh nahi karta hiranyakashyap to Prahlad ji ki itni bhakti prakashit nahi hoti. Hamen lagta hai ki virodhi log bade kripalu hain. Hamari nishtha pusht karte hain. Hamari bhakti ka prakash karte hain. To pranam hai unko.

badhiya kam kar rahe hain na wah hamari pariksha le rahe hain. Hamko khare utrna chahiye. Mere prabhu hi to unke andar mujhe aisa kuch nahi lagta ki hari guru ki ninda karen to ham un par baras pare, tut pare, mare, ladai jhagda karen. Muskura do age badho apna kam karo. Hamko rukna nahi. Agar ham ruk gaye to unka prabhav par gaya na hamare upar. Jo aadmi chidhta hai use pyao chidhaya jaata hai. Kisi baat se tum chidhne lago na to char log tumhen usi baat se chidhaenge. Aur aap chup raho. Muskura ke koi fark hi nahi parta.

isko kahna band kar denge. To hamen lagta hai hamara bhakti path hai. Ismen shant rahna hi hamara sabka uttar hai. Shant rah.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi