॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

sabko sudharne ki koshish mat karo, pehle khud ko badlo!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aapko sudhna hai. Sabko nahi sudhna hai. Yah jo lag gaye na ki ham sabko sudhar denge. Wah khud bah jaate hain. Sudhar le. Dekho bhagwan bhi avatar liye sab sudhre kya? Bhagwan swayam avatar liye. Bhagwan ne kaha ki hamara avatar hi hota hai dharm ki sthaapna karne ke liye duston ka vinash karne ke liye. Par aisa to nahi hua ki bhagwan ke avatar ke baad dusht hue hi nahi. Wo srishti hai. Teen gunon se rachi hai. Thodi der ke liye hai. Thodi der ke liye hai. Jis samay bhagwan virajman samne jo hai sab theek ho jaega.

lekin iske baad iske baad phir wahi hua. Phir wahi shuru to bhagwan phir avatar liye agle yug mein to nasht to nahi ho gaya ki yah daind ho gaye khatm ab nahi hoga koi Rakshash nahi paida hoga koi dusht nahi aisa to nahi hua na kyonki teen gunon se rachit hai wo apni srishti hogi ek tamogun ek rajogun ek satogun hamko kya karna hai hamko yah sab vinash kar dena hai kahan se apne srishti ka lay pura nanatwa ka lay keval ek bhagwan

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi