jab prakt huin maa Bhagwati, kaamp uthe shumbha-nishumbha!
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
maa Bhawani jis samay apne swaroop mein aati kisi ki takat nahi hai. Yah shum nishumambh itne balvan daitya the tribhuvan mein koi inka bal banka bhi nahi kar sakta tha. Smaran kiya samasth devtaon ne to bhagwan se hi shakti ka pradurbhav hua. Itna sundar rup maa Bhagwati ka shubh nishum ke parsad ghumte rahte the. Unhone dekha jakar bataya ki aapke mahal mein jitni sundriyan uski dasi banne yogya bhi nahi. Aisi sundari ka hamne darshan kiya. Bole mera jake prichay batao. Bole aisa nahi lagta ki aapke prichay batane se keval aa jaenge.
to unka agar aisa nahi to kesh karshan nirdhata gaurwa garishti uske gaurav ko dhul mein milate hue bal pakar kar ghasit kar hamare paas lao. Unke parsad gaye aur bataya hamare malik shum nishum hai. Unka adesh hai ki aap mahal mein chalo aur aadar sahit agar aap aisa na karte hain to main aapka nirader karte hue bal pakar kar ghaseete hue le jaaunga. Devi ji ne muskura diya aur kaha apne malik se kah do jakar ke ki ham usi ki agyaa palan karti hai jo ham par yuddh mein vijay prapt kar le wo jakar bole haan wo to matvale trivan mein koi jod hi nahi tha aae aur udandta purvak vachan bolne lage mata ji ne kaha tab tak bol le jab tak main madhu ka pan kar rahi hoon bas ye pan karte hi teri jeevan leela samapt ho jaegi aisa hi hua je hi pan karke sinh par savar hokar garjan ki.
sara ka sara ahankaar dhul dushit ho gaya.
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- shri giriraj maharaj ki divya mahima. — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- prabhu shriram padhare avdh! Deepon se jagamga uthi Ayodhya — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- Diwali 2026 — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- bhagwan ne jo kirdar diya hai, use bakhubi nibhaie! — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- ek aisi bhul, jiske karan banna para kenchua aur chinti! — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- bhagwan ka aisa prem, jankar ankhen nam ho jaengi! — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.