॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bakasur ki maut ka rahasya - mahabharat ki adbhut katha

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek chakra nagri mein to wahan kuch din rukne ke liye Kunti ji ke sahit Pandav aur dhaumyacharya ji to ek brahmin ke ghar ruke to jis ghar mein ruke to sham ke rova peeti mach rahi thi to Kunti ji gayi aur kaha ki aaj to hi ham aapke paas hai aap ro kyon rahe sab to unhone kaha jao aap apne bachchon sahit samay vyatit karo aap hamare sankat mein kam nahi aa sakte kaha bolo na bole ek Rakshash hai yahan sabki duty lagti hai number aata hai to ek manushya aur kitne kuntal pua puri ho sab kya kya bail aur bhainse sab ye leke wahan pahunchana parta hai.

jo pahunchata hai usko mirch ki tarah khata hai aur pura bhojan kha jaata hai. Ab hamara number hai kal isliye ham to beti kahti main pahunchaungi. Beta kahta main maa aur pita ro rahe the. Kunti ji ne kaha tum chinta na karo. Hamare panch ladke hain. Ek ham bhej denge sab kam. Unhone kaha tum atithi ho aisa nahi. To kaha hamare ladke sadharan ladke nahi hai. Ham ek ko bhejenge wo kam samapt kar dega. Tum chinta mat karo. Bada dalas bandhwaya. Bole aap tayyar karo aapko khir puri gulgula kya-kya saman gadiyon mein barkar sab aur kaha bhens bail bole inko rahne do yahi rahne do bole swayam ghasit kar hamara balak le jaega bhim le gaye aur uski gufa ke samne dahad lagai jo nikla to khir puri swayam kha rahe usne kaha ae hamare bhag ka bole chup raho bole kha le le jao bhim ne puri gaadi ka jo saman tha na thoda vara kuch bacha hoga bole dekh agar khana ho to isko kha le jo bacha hua hai aap bata kya tera hisaab hona chahiye.

wo garaj ke tut para bhim kyonki itna bada apman bhim ne utha uthakar wo khir pua kha ke khub masti utha uthakar patak kar mar dala aur ganv ke darwaze par rakh diya jahan se nagar ka pradhan darwaza tha aur kaha kisi ko bhi bhayabhit hone ki zaroorat nahi mara

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • bhagwan dikhayee nahi dete, to kya sach mein wo hain? — tumne bhagwan ko nahi dekha to tune apne ko dekha hai kyon manta hai tu apne ko dekha hai yah to dhancha hai tune dekha apne ko dekha apne ko dekha kisi ne kya dekha apne ko ye panch bhautik…
  • shri giriraj maharaj ki divya mahima. — aaj param pavan utsav mahmmahim bhagwan shri Krishna swaroop giriraj maharaj ka hai. Giriraj maharaj murtiman jagat ke liye vardan hai, kamdhenu hai, kalptar hai. Jo giriraj ji maharaj ki mahima sune,…
  • prabhu shriram padhare avdh! Deepon se jagamga uthi Ayodhya — rakul tilak bhagwan shri Ram saksha Ayodhya padhar rahe hain. Bharat ji ne tatkaal adesh kiya Ayodhya puri ko sajaya jae. Samasth nagarwasi vyakul hokar kahan Ram? Sabhi aandit hokar daud rahe hain. Are…
  • Diwali 2026 — na to maiya ki luri na hi phagun ki Hori mohe kuch dusra na bhaye re. Jab se Naina ye jake ek dhanurdhar se lage tab se virah mohe sataye re. Ghar more pardesiya, aao padharo piya. Ghar more…
  • bhagwan ne jo kirdar diya hai, use bakhubi nibhaie! — jo natak hota hai, matlab jisse film hai koi, to wo bhi to jhutha hota hai, lekin usmen role perfect kiya jaata hai ki nahi kiya jaata? Perfect role nahi hoga to nikal diye jaoge. To is jagat…
  • ek aisi bhul, jiske karan banna para kenchua aur chinti! — ek din ek guru shisyo ke saath ja rahe the to ek bade kechua mein kechua samjhte hain na jo mitti khata hai lal chinti lagi thi hazaron to unka Gurudev kitna isko kasht ho raha hoga. Kya isne…