॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jeb bhari ho to sab apne, jeb khali ho to sab parae!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aaj aapko satya kahte hain satya marg par satyta se chalne wale ko sansaar jine nahi deta hai bachchha aur asatya marg chalo rasgulla khao jhuthi gavahi dene jao aapko khub peda barfi khavaenge jeb garam karenge aur satya bolne jaoge to peet ke bhagane wali koshish ho jaegi aise pure sansaar ka drishya hai sansaar kabhi kisi ka aaj tak saath nahi diya kabhi nahi dega paisa hai aapse to aapse pyar karenge aur paisa nahi hai to aapke pyar karne walon ka rang badal jaega dekh lena kamane layak ho kisi ke bhog bhog layak ho to yar kahe jaoge.

are kaise yar jaan ki takat laga denge. Aur jis din ye pata chala ki ye jeb khali hamare kam layak nahi to aapse agar gali mein ate nazar aae na wo mod lega. Apne aap ko mod lega.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi