॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya bahar ka khana hamare man ko ashudh kar raha hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aapko bazar ka bhojan jo dikhayee de raha hai sheesho mein wah bahut badhiya keval dikhayee de raha hai. Banne ki paddhtiyan badi vichitra vichitra hai. Kyonki wahan pavitra ka thodi gyan hai wo to garma garam samne paros rahe hain. Kya-kya mila usmen khuli samanen rakhen. Kaun sa jeev gir gaya? Kaun sa aise bazar ki chijon ko khana band karo. Ghar mein apne namak roti khaoge svasth rahoge. Usi paise ki aap sabji le aao, phal phool le aao aur ghar mein pao. Yah bahar ki chijon hamen lagta hai ki dhire-dhire kam karo aur band kar do.

apne ghar mein jo ban jae rukha sukha wo khao to tumhari buddhi shuddh rahegi. Swasthya theek rahega aur naam jap hoga. Ab pizza bargar kha ke bhajan to nahi hoga. Le to hamen lagta hai thoda to yar bachna chahiye. Aur bache na bache satsangi jan to thoda khanpan sudhar kar le. Bina khanpan sudhar ke buddhi shuddh nahi. Jaisa kauvan vaisa bane man. Apvitra chijon khaoge tumhara swasthya nahi theek rahega. Aur aajkal log wo jaban mein itna swad aata hai na ki phir roti daal kaise achchhi lagegi.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi