॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mahadev ji ne bhakt ki gay aur maiya ko kyon chhin liya?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

sunaya tha ek bar bhagwan shankar ki kripa mata Parvati ji se kaha chalo main aapko apne bhakt ke darshan karata hoon. Bole chalo prabhu to bole pehle abhakt ke darshan kar lo tab bhakt ke darshan aap sukh paoge to gaye to supari katar rahe the baithe par yahan gadda laga hua tha 50on gay 50on bhens doodh dhoi ja rahi thi prat kalin ka samay tha sant vesh mein gaye aur kaha bhagat ji 100 gram doodh de do Shaligram bhagwan ko snaan karana hai ai chal diya subah se aur kya kya bolna mahadev ji ne kaha he bhagwan jitni sampatti aur vaibhav isse dugna hi kar do mata ji ne kaha avghad isiliye kaha jaata hai inko bade avghad nath hai 100

gram doodh le diya gali diya upar se kah rahe sampatti kah do dugni boli nahi par andar andar bahut vichitra aur dani hai bole chalo bhagat ke darshan bole abhakt to aisa tha ki agar aap saath na hote to isko bhasm hi kar deti ham kyonki amba to shakti hai aapka apman abhakt aise hi hote hain main naraz nahi hoon na bhakt ke paas gaye ek jhopdi phus ke ek gay aur usi phus ki jhopdi mein ma uski ki maiya rahti thi gaye dekha sant to sashtang dandvat kiya aao baitho bithala 100 200 gram gay ka doodh hoga wo badhiya pan karne diya prabhu thodi der bhagwat charcha hui bhagwan shiv ne kaha accha bhai chalte hain ham to vichran karte rahte hain bole sant bhagwan kabhi punah kripa karke ana kutia ke bahar nikle aur kaha he karunanidhan bhagwan iski gaiya aur maiya donon hata do mar do amba ji ne kaha ab bardast nahi hoga 100 gram doodh nahi diya to usko dugna itna sampatti de di aur ek gay pura doodh aapko pila diya aur maiya batchit karne ke liye thi usko bhi aapne mar diya ye kya hai bole abhi tum nahi

jab itni sampatti mein sadhu apman karke aisi galiyan deta hai jab dabal sampatti hogi to aisa aparadh karega ghor nark jaega samjho aur iska kuch man maiya mein jaata hai kuch gaiya mein jaata hai donon bhagwan ke paas gaye akhand hamara chintan karega ya ham mein leen ho jaega mataji ne kaha ye baat to sahi sahi.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi