॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Overthinking se apna jeevan barbad mat karo!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

to bachchha depression kyon? Dimaag mein bhaar kyon? Kyonki wah ahankaari agyani jeev bhagwan se prichay nahi prapt kiya. Adhyatma ko nahi jana isliye dukhi ho raha hai. Nahi bolo chintan ki kya pareshani hai? Tumhara dimaag svasth ho sharir ashwastha ho to koi fark nahi. Bhagwan ka bharosa adhyatma bal jab tak jagrit nahi hoga tab tak vishram nahi milna kisi ko. Kyon chinta karte ho? Agar aap chintan karne lago, naam jap karne lago, sat shastron ka swadhyay karo, mata-pita, bade budhon ki seva karo.

samaj ko sukh pahuncha. Abhi aap prasann hone lagoge. Ab itna soch soch kar apne sukh ke vishay mein sabse zyada jeev pareshaan hai. Overthinking pareshani sabse zyada hai. Samne bhojan rakha hai. Khakar uska anand nahi le raha. Parso kya hoga? Kal kya hoga? Aaj jo abhi iska swad to le iska to wo to gaya hai. Wo to parso ke liye wo pareshaan hai. Overthinking mein pareshaan hai. Ham kah rahe hain jisne aaj sanvara hai wo kal bhi sanvarega. Wo parso par usse tumhara apnap nahi prichay nahi isiliye tum pareshaan ho rahe

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • bhagwan dikhayee nahi dete, to kya sach mein wo hain? — tumne bhagwan ko nahi dekha to tune apne ko dekha hai kyon manta hai tu apne ko dekha hai yah to dhancha hai tune dekha apne ko dekha apne ko dekha kisi ne kya dekha apne ko ye panch bhautik…
  • shri giriraj maharaj ki divya mahima. — aaj param pavan utsav mahmmahim bhagwan shri Krishna swaroop giriraj maharaj ka hai. Giriraj maharaj murtiman jagat ke liye vardan hai, kamdhenu hai, kalptar hai. Jo giriraj ji maharaj ki mahima sune,…
  • prabhu shriram padhare avdh! Deepon se jagamga uthi Ayodhya — rakul tilak bhagwan shri Ram saksha Ayodhya padhar rahe hain. Bharat ji ne tatkaal adesh kiya Ayodhya puri ko sajaya jae. Samasth nagarwasi vyakul hokar kahan Ram? Sabhi aandit hokar daud rahe hain. Are…
  • Diwali 2026 — na to maiya ki luri na hi phagun ki Hori mohe kuch dusra na bhaye re. Jab se Naina ye jake ek dhanurdhar se lage tab se virah mohe sataye re. Ghar more pardesiya, aao padharo piya. Ghar more…
  • bhagwan ne jo kirdar diya hai, use bakhubi nibhaie! — jo natak hota hai, matlab jisse film hai koi, to wo bhi to jhutha hota hai, lekin usmen role perfect kiya jaata hai ki nahi kiya jaata? Perfect role nahi hoga to nikal diye jaoge. To is jagat…
  • ek aisi bhul, jiske karan banna para kenchua aur chinti! — ek din ek guru shisyo ke saath ja rahe the to ek bade kechua mein kechua samjhte hain na jo mitti khata hai lal chinti lagi thi hazaron to unka Gurudev kitna isko kasht ho raha hoga. Kya isne…