॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jis boot se sant ko dabaya, usi ne le li uski jaan!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek nav mein bahut log baithe hue the to apne Gurudev ke saath ek shishya bhi baithe the. Us samay sangeen chaku wali dekha hoga upar chaku lagi hui niche raiphal sarkari karmchari chalte the. Aise raiphal mein chaku lagi hui to usmen chadhe jagah kam thi. Ab sant ko sant bhagwan manne wala to koi satvic pravriti wala hota hai. Sant ko ye bhagwan ke parsad hai. Inhone bhagwan ke liye sarvasv tyag kiya hai. Aisa to koi birla hi manta hai. To unhone boot ki thokar mari shishya ko aise pair aur dab gaye. Phir bhi jagah kam thi to phir lat mari.

na guru bole na shishya bole aur dab gaye. Wo dabe se pair pura uske upar jute ka rakhe hue ab wo abhimani rajoguni jeev wo kya jane ki ham kitna bada bhaykar aparadh kar rahe hain. Chup raha nav gayi kinare to badi nav aur bhari nav hone ke karan ekdam kinare nahi lagti. Do char hath pani bana rahta hai. Patla pani jahan hota hai jahan gahra hota hai wahan tak to nav jati hai. To kuch log paduka utar karke nikal gaye. Lekin wo rajoguni aadmi to usne raiphal ko aise karke aur chhalang lagni chahi juta phisla jis jute se sant ko daba raha tha mar raha tha phisla aur usi ki raiphal ki chaku uske gale mein lagi wahi mar ya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi