॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ek gadhe ke samne raja ne kyon kiya sashtang dandvat?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek bar Madhukra shah ki yahi pariksha lene ke liye nagar walon ne uphash kiya. Ek gadha ko naam ka dupatta odhaya jismen naam likha hua tha aur tulsi ki moti mala dali aur dwadash tilak lagae aur jab wo thakur ji ki seva karke nikle to bahar hi to wo log khade the dekhne ke liye ki ab kya karenge ye vaishnav janon ko pranam karte sashtang dandvat kiya parikrama ki to log uphash karne lage to unka ahobagy meri bhakti ka chamatkar ki mere rajya ka gadha bhi vaishnav hai aur sashtang dandvat karke unko kya pata chale ki kis koti ke mahapurush Madhukra shadi to upasak ko chahiye ki chhote se bhi chhote vaishnav bhagwan ko waise aadar karen jaise bade mahapurushon

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi