॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Sphut Vani — pad 26

tritiya doha

nikas kunj thade bhay,bhuja paraspat ansh |
shri Radhavallabh mukh kamal,nirakh nain Harivansh | | 3 | |
निकस कुञ्ज ठाड़े भये,भुजा परस्पर अंश।
श्री राधावल्लभ मुख कमल,निरख नैन हरिवंश।।3।।

arth / vyakhya

vyakhya: shri dhara par ya Shridham Vrindavan mein rahte hue ,anannya rasiko ke bataye marg (pratham v dviti pad) par chalte hue shri Radhavallabh lal ke mukh kamal ke darshan nitya is prakaar kare ki ghni kunjo ke madhya galabhiyan deeye atyant manoram rup mein wah van vihar kar rahe ho is karya ko sarthak karne ke liye shri hit Harivansh ji ki vani ko nain ya kahe vani ji ko chashme ki tarah bana kar karne se sambhav hai.