॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Explanation of the Bhaav of Gopi Geet / Shri Krishna's Divine Maha-Raas Among the Gopis // 25/10/26

▶ YouTube

pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

Radha vallabh shri Harivansh Radha vallabh shri Harivansh Vrindavan tav padarvindm prema makrand raso purnam haditam madhupte smarta tap mugam nirvai param shital mayam param shital maya param sacchidanand ghan Premand swaroop navni nikunj mahmmahim param pavan shri Vrindavan dham shri Vrindavan dham ke ladlele yugal sarkar pranaaradhy pran priy shri Priya pritam jo samasth sahachari vrind khag mrig pashu panchhi tarulta shri yamuna ras rani rajani samasth brajvasi parikar ke charnon mein koti pranam koti naman namaskaar apne purv prasang par chalte hain.

Shrimad bhagwat mahapuran jismen bhagwan ke prem ras mein dubi hui gopiyon ke hriday mein bhi garv aa jane ke karan ki main sansaar mein samasth striyon se shreshth hoon. Kyonki akhil lok brahmand nayak shri Lalaju maharaj hamare ishare par nach rahe hain. Ye bhagwan ko pasand nahi. Hamare aho bhagya ye to chalega lekin sansaar mein ham sabse shreshth hai. Ye garb bihari ji ko pasand nahi. Prabhu ko pasand nahi. Prabhu antardhya ho gaye. Jo hi antardhan hue to bhari virag. Ab lataon se bhumi se tulsi maharani se sabse pucha mrigon se hamare pritam Shyam sundar ko dekha hai kya par nahi uttar mila to aisi virag bani ki sab leela anuran karne lagi prabhu ka aur sabke hriday mein bhavna jag gayi shri krishno phir chetna ai ha Krishna tab sab milkar ke bhagwan se vinay purvak prarthna ki jiska naam gopi geet hai kal apne logon ne gaya uska bhav jaytidhikam janmna braj shatra dat drishyata datavkash tata vichte pyare shri Krishna tumhare prakt hone ke karan hi vuth aadi loko se bhi braj ki mahima badh gayi hai.

aapke karan braj ki mahima Baikunth se bhi shreshth ho gayi hai. Tabhi to saundarya aur mridulta ki devi lakshmi ji apna nivas sthan Baikunth chhodkar yahan braj mein nitya nirantar nivas karne lagi hain ki kabhi aapki seva mil jae. Bilwan mein palli par yamuna ji ke shri lakshmi ji ka nivas sthan mana gaya hai. Mridulta ki devi aishwarya ki devi lakshmi ji vaikunth chhodkar yahan braj mein nitya nivas karti hain ki kabhi aapke shri charnon ki seva mil jae. Pritam dekho tumhari gopiyan hain. Arthat ham mana ki hamse chuk ho sakti hai.

lekin aapke ham hai ismen chuk nahi hai. Tumhare charnon mein hi apne pran samarpit kar rakhe hain. Samasth gopikaon ke tan man pran aapke charnon mein samarpit hai. Aur ham ban ban mein keval aapko hi khoj rahe hain. Saradshay sadhu jat sir sijodar shri musadash surat nath te shulka dasika varad nigna to neh kim badha hamare prem purn hriday ke Swami ham tumhari bina mol ki dasi hai bina mol ki biki hui dasi aapki yah bahut uttam sthiti hoti hai ki aapse koi fees nahi chahiye par main aapka bika hua hoon.

tan man pran jeevan sarvasv aapka hai. Yahi antim dasha bhakti ki hai. Jab yah dasha ho jati hai to pura adhikar man krishnamay, buddhi krishnamay, chitt krishnamay, aham krishnamay. Ab keval dhancha uska stri ya purush ka dikhayee deta hai bahari wo andar shri bhagwan hi virajman hote hain. Is shrad kalin jalashay mein sundar se sundar saras ki karnika ke saundarya ko churane wale aapke netr shardas sadhu jat sat sir sijodhar shri musadsha aapne pehle netron se hamen ghyal kiya inke netr aise hi hai arwindaksha jo dekhe so kara hai keval siske rona sisakna tadpna o ki jae aa prannath aa Krishna dekho re dekho ye nand ka chora barchhi mare jaata hai kya barchhi barchhi si tirchhi chitvan ki pahli chhuri chalata hai aur hamko ghyal dekh bedardi mand mand muskata hai.

ye inki muskurahat kya karti hai? Mano ghav mein namak dalna. Aa shri Krishna ke pratyek adbhut aapne apne in netron se hamen ghyal kiya. Kya netron se marna badh nahi hai? Kya gopi jan bade bhav mein hai varad nigna to neh kim badha praneshwar hamare manorath purn karne wale Shyam sundar tumne netron se hamen ghyal kiya kya netron se marna vadh nahi astron se hi marna vadh hai mar diya kahin ki nahi rah gayi aur ab antardhya ho gaye yadi marna hi tha to bachaya kyon vish jalapyaya vyal rakshasat varsh maruta vaidyata nala vrishyatma jatat vishwato bhaya drishabhte vayamm Rakshita yamuna ji ke vishaile jal se ham brajvasyon ki raksha ki aghasur aaya tha usse raksha

ki Devraj indra naraz ho gaye the usse raksha ki davanl vrishbhasur vamasur phir kyon raksha ki marna hi tha to raksha kyon ki in avasron par tumne ham logon ki raksha ki aur ye ham jante hain nakhal gopika nandno bhava nakhil deh naam mantr antratma vikh sarthito vishv gupt sakh deva sat tum keval yashodanandan nahi ho har gopi ko gyan hai tum samasth sharir dhariyon ke hriday mein rahne wale sakshi paramatma ho antarjami ho sakhe vikhan sarthi to brahma ji ki prarthna se vishv ki raksha ke liye tum avatar dharan kiye hue ho.

mujhe pata hai ki tum keval nand nandan hi nahi ho. Tum sabki atma ho. Sabke sakshi ho. Paramatma ho. Vishwatma ho. Mujhe pata hai prabhu apne premi janon ki abhilasha ko purn karne walon mein agragni ho. Aap ati udaar vi sundar surat sur sukumar ati udaar ho. Vichita bhay vridhte charan sanste bhayat karroham kant kamdam shasna shri kar graham jo log janm mrityu se bhayabhit hokar ke sansaar chakra se dar ke aapke charnon ki sharan grahan karte hain unhen tumhare kar kamal ki chhaya abhay kar deti hai nirbhay kar deti hai.

to hamare pritam tum sabki abhilasha purn karne wale ho. Jaise tumne lakshmi ji ka hath pakda aise hamen sweekar kiya. Ab wahi abhay kar kamal hamare mathe par rakh do. Karro kant kamdam shasna si kar grah aapka kar kamal arbhay pad hai nirbhay kar deta hai wahi kar kamal hamare sir par rakho prabhu aap brajvasyon ke bahut pyar karte ho brajvasi aapko bahut pyar karte hain brajvasyon ke ladle ho phir ye aap dukh kaise dekh rahe ho brajvasyon ka ham sab rudan kar rahi hai aur aap hamare beech mein nahi ho braj janartha veer yota nij janasmay dhwans nasmit bhaj sakhe bhavat kinkro jalhanan charudarshay he prabhu brajvasyon ke dukh dur karne wale Shyam sundar tumhari mand mand muskan ki ek ujjwal rekha hi agar aap yah kahte ho ki ki ham tumhare garb ko choor karne ke liye antardhya ho gaye.

to prabhu suno aapki mand muskan ki ek ujjwal rekha hi tumhare premi janon ke sare man mad ko churchur kar dene ke liye paryapt hai. Antardhan hone ki avshyakta nahi. Hamare pyare sakha agar hamse koi galti ho gayi ho to aap use kshma karo. Hamse rutho mat prem karo. Kyon? Kyonki ham tumhari dasi hain. Bhavat kinkri tumhare charnon par nyochhavar hain. Aapke siva koi hamara hai nahi. Ham ablaon ko apna wo param sundar sanvla sanvla mukh kamal dikhlao. Prabhu pranat deh naam paap karam aa tan charanugam shri niketnam phan phalpitam te padajam tan kuche krayam aapke shri charan kamal sharanagat praniyon ke sare papon ka nash kar dete hain.

pranat deh naam paap karshan jo bhagwan shri Krishna ki sharan matra mein aa gaya to bhagwan keval sharanagati matra se sare paap uske nasht kar dete hain. Samasth saundarya madhury ki khan swayam lakshmi ji aapke charnon ki seva karti rahti hai. Aur aap unhee charnon se hamare bachon ke piche piche chalte ho. Aap unhee charnon ko saanp ke phan tak mein rakhne mein sankoch nahi kiya. Hamare liye hamara hriday tumhari veer vyatha ki aag se jal raha hai. Tumhari milan ki akanksha hamne sata rahi hai. Tum apne wahi charan kamal hamare vaksha sthal par rakhkar hamare hriday ki virah agni ko shant kar do.

kamal nayan tumhari vani kitni madhur hai jab tum bolte ho madhurya gira vag vakyaya budh manogya pushkarekshan vidhi kari rima veer muhti radh si dhana pyayna prabhu aapki vani itni madhur hai ki uska ek ek shabd ek ek akshar ek ek pad madhurati madhur hai bade-bade vidvan usmen ram jaate hain. Aapki vani par apna sarvasv nyochhavar kar dete hain. Tumhari usi vani ka rasaswadan hamne kiya. Ham aapki agyakarni dasi hain. Prabhu ham aap par aasakt hain. Danweer tum mahadani ho. To tum apna divya amrit se bhi madhur adhar ras pilakar hamen jeevan dan do.

prabhu tav katham tapt jeevanam kavitam kalamshap shravan mangalam Shri madattam bhugantte bhudana prabhu aapki leela katha amrit hai amrit virah se satae hue logon ke liye to jeevan sarvasv hai. Bade-bade gyani mahatma, bade-bade bhakt, bade-bade kavi aapki leela katha amrit ka gaan karte hain. Jo koi leela katha sune ya gaan kare uske sare paap tap ye sab mita deti hai. Shravan matra se param mangal param kalyan ka dan karti hai. Wah param sundar param madhur bahut vistrit hai. Aapki leela katha jo tumhari us leela katha ka gaan karte hain.

vastav mein bhulok mein sabse bade data hain jo leela katha sunate hain. Prasitam priy prem vikshanam viharnam chate dhyan mangalam rahas vido yadash kuhno man chhoti pyare mujhe wo din yad hai jab tum prem bhari hansi tirchhi chitvan aur tarah-tarah ki kreedaon ke dwara ham sabka man churaya hamen anand magan kiya kitna itna dhyan param mangaldayak hai aapka. Aap milte the. Hamse hriday sparshi thitholiyan ki. Prem ki baten kari. Aap kapt karte ho. Antardhya ho gaye. Ye sab baten yad ate hi mere hriday mein bada shobh prakt kar rahe hain.

he shri Krishna he hamare pyare Swami tumhare shri charan kamal se bhi sukomal aur sundar hain. Chalas brajachar pashu nalin sundram nathte padam shil tanakur si teen kalta man kant gachati tumhare shri charan kamal se bhi sukomal aur sundar hai aur aap unhee charnon se gaun ko charane ke liye vrat se nikelte ho hamen to din bhar isi baat ki soch bani rahti kahin koi shri charan mein kankar na chubh jae. Kahin koi tinka kahin kuch kanta na gadh jae. Hamara man bechin hota hai. Jab sham ke dekhte aap muskurate hue aa rahe ho to hamare hriday ki jalan shant hoti hai.

din pareekshay neelkuntal van ruhannam vibhdam ghan rajaslam darshan mur manasna smaram veer yachchhasi din dhalne par jab tum van se ghar wo laute ho ham dekhte hain tumhare mukh kamal par neeli neeli alke latak rahi gaun ke khur se ud uud kar ghni dhul padi hui hai hamare veer pritam tum apna wah saundarya hamen dikha dihakar hamare hriday mein milan ki akanksha prem utpann kiya aur ab antar dhyan ho gaye pranat kamdam padm jitam dharan mandnam dhey mapdi charan pankjam santam chate raman nane swarapyadh ekmatra tum hi hamare sare dukho ko mitane wale ho ye aapke jo charan hai pranat kamdham agar in charnon ka aashray le le to sari kamnayen purn ho jae padm jachitam tumhare charan kamal sharanagat bhakton ki samasth abhilashaon ko purn karne wale hain aur padmaja shri lakshmi ji tribhuvan lakshmi ji ki aradhna karti ho aapke na chahne par bhi lakshmi ji aapke charnon ko sadaiv sahlati rahti hai dular karti rahti hai ye charan dharni mandnam ye prithvi ke abhushan dhey mapdi apatti ke samay yadi in charnon ka dhyan kar le to

tatkaal apatti ka nash ho jaega. Par jeev ke durbhagya hai ki wah kisi vyakti kisi anya rishte nato ka yad karega lekin bhagwan ki yad nahi karega. Hari smriti sarv vipad vimokshanam gopi jan kahti mahaguru hai kah rahe dhamapdi apda ka tatkaal nash karne ki samarth hai yadi apda ke samay bhagwan ke charnon ka purn anannya bhav se chintan kiya jae sari apattiyan nasht ho jati hai. Charan pankjam santam chate raman naneshwar pya kunj bihari tum apne ve param kalyan swaroop charan kamal hamare vaksha sthal par rakh do hamare hriday ki virah vyatha shant kar do he veer shiromani surat vardhanam shok nashnam swarit venuna sushta chumbitam itar rag vismarnam nanam vitar veer naste dhritam tumhara adhmrit maha sukhmay hai.

yad aati hai to hriday hamara virag se jal raha hai. Shok santap ko prapt ho raha hai. Wo adhramrit jo shok santap virah ko nasht kar deta hai. Ye gane wali bansuri bhaleebhanti us adhramrit ka pan karti hai. Jinhone ek bar aapka adhramrit pan kiya. Phir un logon ko dusron aur dusron ki asaktiyon ka smaran nahi hota. He hamare veer shri Krishna wahi adhramrit aap hamen pilao. Pyare ati bhanan tratar yuga tam pashyatam kya sthiti hai truti yugayte tam pashyatam jab main aapko nahi dekhti na to truti kshan kahte hain ek kshan yug ke saman hota hai truti yuga ta pashyata ati bhava nannam tratar yugayte tam pashyata kutila kuntlam shri mukham chate ja ukshatam paksh krisham pyare jab tum din ke samay Vrindavan mein vihar karne ke liye chale jaate ho to tumhen dekhe bina hamare liye ek ek kshan yug ke saman ho jaata hai.

jai ho gopi janon ki jinki ye priti hai ki ek kshan yug ke saman vyatit hota hai. Aur pyare jab tum sandhya ke samay laute ho to ghunghrali alkon se to tumhara param sundar mukharvind ham dekhte hain. Us samay palkon ka girna hamare liye bhaar ho jaata hai. Aur aisa jaan parta hai ki netron ki palken hi kyon banai? Ye palak banane wala vidhata jad hai kya? Jakshata pik gopi Janak kahte ye palak hi kyon banai vidhata ne? Patiy bhratra bandhwa nati vilangtagta gati vidasta gati vidasta geet mohita kita kas ye pakka dava gopi jan nahi kar sakte Shyam sundar tumhare liye hamne apne pati putr bhai bandhu kul parivaar sab ka tyag kar diya hai.

unki ichchha, unki agyaa, unke sambandh, unki Prita sab ka tyag karke keval aapko samarpit hue. Aur aap yah bhi jaan lijiye ki ham aapki ek ek chal samjhte hain. Ek ek sanket samjhte hain. Tumhare madhur gaan madhur gati madhur muskan isse ham aasakt ho gaye hain. Kapti ye keval gopiyan hi kah sakti hai. Is samay hamare man ko cura ke sarvasv tyag kara ke chhup gaye. Aisa dusra kaun ho sakta hai jo chhod sake? Sarvasv samarpit ko kaise chhoda ja sakta hai? Pyare rahasya sandam hriday pritanam premakshanam vayo viksha dham te mutiha mte mana pehle ekant mein mil milkar ke akanksha jagaai prem wali baten ki vinod kiya prem bhari chitvan se hamari or dekhkar kar muskuraya.

ham dekhti thi aapka wah vishal vaksha sthal jis par shri lakshmi ji nitya nirantar nivas karti. Hamari lalsa badhai. Hamen mugdh kiya aur aap chhup gaye. Prabhu braj van kasha vyakti hantam vishv mangalam taj mana nasta naam swajan hadjam yashodhnam tumhara ye prakt hona braj mein ham braj vanwasiyon ke liye sampurn dukh tap ko nasht karne wala hai. Yah aapka avatar vishv ka purn mangal karne ke liye hai. Shyam sundar hamara hriday tumhari priti lalsa se bhar gaya hai. Aushadhi do. Nij janon ke hriday rog ko sarvatha ke liye nirmul kar do.

ham sab vidhagna mein jal rahe hain. Pyare yate sujat charanmah stane jin shri charan kamlo ko ham darte darte bheeta san priy dadhi mahak seshu darte darte apne vaksha sthal par rakhte hain ki kahin hamare vakshoj ji ki chot aapke shri charnon mein na lag jae aur unhin charnon se tum ratri ke samay ghor jangal mein chhipe chhipe ho kya kankar, patthar aadi ki chot lagne se kitni pida hogi? Hamen to iski sambhavna matra se chakkar aa raha hai. Ham achet ho rahe hain. He shri Krishna he Shyam sundar he pranwallabh hamara jeevan tumhare liye hai.

ham tumhare liye ji rahe hain. Ham tumhari hai. Tena matte kinchit kurpad bhram dheer bhadana iti gopya pragayta pralpant chitradharam rajan Krishna darshan lalsa bhagwan ki param pyari gopiyan virah ke avesh mein is prakaar se gaan karne lagi pralap karne lagi aur aur phir sab ke sab itna virah badha ki shri Krishna darshan ki lalsa se rok na saki aur chilla chilla kar foot foot kar sab gopiyan rone lagi bah gaya ankhon ke asuon se jo thoda sa aaya tha garv bah gaya je hi foot foot kar sab rone lage to tasa Mahavir unhee ke beech mein tasa Mahavir bhut chhori smayman mukh Pitambar dharag sakshat manmat mantha theek usi samay beechobeech bhagwan shri Krishna prakt ho gaye.

unka mukh kamal mand mand muskan se khila hua. Gale mein vanmala Pitambar dharan kiye. Unka rup kya tha? Sabke man ko math dalne wale Kamdev ke bhi man ko mathne wala tha. Tam vilokyagtam prashtham prit phul dashola dekha pritam prakt ho gaye. Sab ek saath uth khade prabhu ko dekhte hue sab savdhaan ho gaye. Mano pranheen sharir mein divya prannon ka sanchar ho gaya. Man ana chahiye kabhi-kabhi ekant mein rona chahiye ki hamare jeevan ki ek ek ghadi vyatit hoti ja rahi. Man hamare vash mein nahi. Indriyan hamare vash mein nahi.

aur pyare tum bhi hamare vash mein nahi. To tumhare vash mein to sab hai. Kabhi kripa karo, aisi kripa karo ki hamara man, hamari buddhi, hamara chitt, hamara ahankaar ye sab aap mein samarpit ho jae. Hamare samarpit kiye nahi ho payega. Ham kitna jaise mendhak tol jae kaise to ja 10 rakho to do nikal ke chale gaye. Do ko pakdo to aath sarak gaye. Aisi dasha pura jeevan ho gaya karte. Yah indriyan yah man aise mendhak ki tarah hain. Taraaju mein jaise tolne ke liye rakho to wah bas aise wo phudak ke udhar gaya usko lao udhar phadak pura jeevan yahi hai.

ye phudak rahi indriyan kabhi shabd sparsh rup ras gandh inhi mein bhag mana kastan indriyaan prakriti sthan kar sati mere banae na banegi koti kalap lo aapke banae banegi hamen rona de do hamen pukarna de do hamen wah aacharan de do jisse aap prasann hote ho, jisse aap kya hamare upar kya bhaar chhod diya ki aap maya par vijay prapt karo. Aapki maya par vijay prapt karne ki samarth keval aap mein hai. Keval aap mein aap jisko par karva do par ho gaya na par karao. To uski samarth nahi ki par kar sake.

mame prapaddyate maya menta tarte bhagwan ke liye jab sab roi to beech mein bhagwan prakt ho gaye yahi khas baat hai bhagwan ke liye jab rona ane lage aur aisa rona ki wo dikhavti na ho hriday ekdam nach jae hriday ekdam aise ab jiya nahi ja raha hai he Krishna aapke he priyaju aapke bina sab ke sab ek saath uth khadi hui mano pran pranheen sharir mein divya prannon ka sanchar ho gaya. Sabke jeevan mein ek naveen chetna shri Krishna koi gopi daud ke shri Krishna ke donon hath apne hath mein le liye aur dhire-dhire prabhu ke sparsh ka sukh le aiseise sahlane.

ek gopi ne bhagwan ke chandan charchit bhujdand ko apne kandhe par rakh liya. Tisri gopi ne bhagwan ka chabaya hua prasadi pan apne hathon mein lekar paya. Chauthi gopi jiske hriday mein bhagwan ke virah se badi jalan ho rahi thi. Baith gayi aur bhagwan ke ek shri charan kamal ko lekar apne chati se laga rahi. Panchvi gopi pranay gop se vihal hokar antardhya ho gaye the. Pranay kop se will hokar bhav chadhakar danto se oth dabakar katakshon se bedti shri Krishna ki taraf dekhne lage. Pehle man harte ho chitt harte ho phir antardhya hote ho.

ek gopi nirnimesh nainon se bhagwan ke mukh makrand ka pan kar rahe. Jaise sant mahapurush bhagwan ke charnon ke darshan se kabhi tript nahi hote. Usi tarah bhagwan ki mukh madhuri ka pan karte hue kabhi tript nahi ho rahe the. Ek gopi netron ke marg se bhagwan ko hriday mein le gayi. Aankh mund kar baith gayi. Mano koi samadhast yogi ho. Aur man hi man bhagwan ka aalingan karke sharir pulkit rom rom pulkit siddh yogiyon ke saman parmanand mein magan ho gaye. Parikshit jaise mumuksha jan param gyani sant purush ko prapt karke sansaar ki pida se mukt ho jaate hain.

waise sabhi gopiyon ko bhagwan shri Krishna ke darshan se param anand param ullas hua. Unke virah ke karan gopiyon ko jo dukh hua tha usse mukt ho gayi aur mahan prem anand samudra mein dubne lagi. Bhagwan shri Krishna achut hai. Wo apni mahima mein ek ras rahte hain. Chahe akele ho chahe arabon ke beech mein ho. Unka saundarya aururya nritya hai. Gopiyon ke beech mein bhagwan aaspas gopiyon adbhut shobha parmeshvar apne nitya gyan bal aadi shaktyon se sevit hone par jaise shobhayaman hota hai aise hi bhagwan samasth gopiyon se sevit madhya mein virajman hai.

phir bhagwan samasth braj sundriyon se kaha chalo param pavan yamuna ji ke pulin par us samay khile hue kund mandar ke pushpo ki surabh lekar badi hi shital sugandhat mand mand vayu chal rahi thi aur us sugandh se matvale hokar bhore gunjar kar rahe the. Shrad purnima ki chandrama ki chandni apni nirali hi chhata dikhla rahi thi. Uske karan ratri ke andhkar ka to kahin pata hi na tha. Sarvatra anand anand mangal ka samrajya tha. Yamuna pulin kya tha? Mano yamuna ji ne swayam apni lahron ke hathon bhagwan ki leela ke liye sukomal baluka ka rang manch bana rakha tha.

parikshit bhagwan ke darshan se gopiyon ke hriday mein itna anand, itne ras ka ullas hua. Sab sudh budh bhul gaye. Jaise karmkand ki shrutiyan uska varnan karte karte gyan mein jakar wah samasth manorthon se upar uth jati hain. Krit krit ho jati hain. Waise hi apne pritam shri Krishna ko prapt karke gopiyan purn kam ho gayi. Ab unhone apne vaksha sthal se lagi hui roli ke sir se chinni odhni utari to yamuna ji ke pulind par bicha di. Bade-bade Yogeshwar apne pavitra hriday mein jin bhagwan ka dhyan karne ki cheshta karte nahi ate hain.

asan ki kalpna karte hain. Kintu hriday rupi simhasaan par bhagwan ko nahi bithe pate. Muni man dhyan dharat nahi pavat tatro pavishto bhagwan sweshwar Yogeshwar kalpita san chakas gopi parishadto trailokya lakshmi padam bapuradh wo bhagwan gopiyon ki kuch kumkum mandit odhni par baithe rahe jo bade bade yogiyon ke hriday pavitra hriday mein asan ki bhavna karte prabhu nahi padharte jo brahm Rudra sukhnath narad Bhishma mukhya na sahsa purushas tas aise bhagwan yamuna ji ki reti par gopi ne odhni bicha di us par bhagwan baith gaye jooth ki joot gopiyan sab aaspas tino loko mein tino kalon mein jitna bhi saundarya hai wo sab shri Krishna ke saundarya samudra ke ek bindu matra hai wo saundarya samudra bhagwan virajman aaspas sab gopiyan bhagwan shri Krishna apne is laukik saundarya ke dwara unke prem aur akanksha ko aur ubhar rahe the.

gopiyon ne apni mand mand muskan vilas purn chitvan tirchhi bhon se bhagwan ko bahut sammaan kiya. Kisi ne unke charan kamlo ko apni god mein rakh liya. Kisi ne kar kamal ko aur sansparsha ka anand lete. Bhagwan shri Krishna ke chhip jane se man hi man tanik rooth unke muhn se unka dosh sweekar karane ke liye gopiyan kahne lagi prabhu kuch log to aise premi hote hain jo prem karne walon se hi prem karte hain. Prem karne walon se hi prem karte hain. Kuch log prem na karne walon se bhi prem karte hain.

parantu koi koi to donon se hi prem nahi karte. Inme se kaun se premi ho tum? Pucha tumhen kaun sa accha lagta hai? Iska matlab hai ki tum kaun se premi ho? Prem karne walon se prem karna. Prem na karne walon se prem karna. Pyare aur koi donon se prem nahi karte. To kaun se premi ho tum? Bhagwan ne kaha mitho bhajte sakhya swarth kama na tatr dharma swarthartha tyatha jo prem karne walon se prem karte hain wo premi nahi hote swarthi hote hain swarthi hote unka udyog koi swarth ko lekar hai aap hamse prem karo to ham aapse prem karenge aap hamse prem na karo to ham aapse prem nahi karenge nahi ek vyapar matra hai ise ise prem nahi kahte.

prem karne wale se prem karna ye udyog matra vyapar matra hai. Ismen prem nahi ismen swarth ki gandh hai. Bhagwan kah rahe na unmein sauharda hai na unmein dharm hai. Unka prem keval swarth ke liye hai ki aap hamse prem karo to ham aapse prem karte hain. Sundriyon pahla to hata diya. Prem karne walon se prem karne wala yah swarthi hai. Udyog hai koi na koi ismen aur jo log prem na karne walon se prem karte hain ve mahan swabhav se karunasheel sajjan sant jan matapita aap prem karo na karo aapse prem karenge.

unka hriday parhit ki bhavna se hitshita se bhara rahta hai. Sachchi pocho to unke vihaar mein nishchal satya evam purn dharm bhi hai. Kuch log aise hote hain jo prem karne walon se bhi prem nahi karte. Na prem karne walon ka to unke samne koi prashn hi nahi hai. Prem karne walon se bhi prem nahi karte. Na prem karne walon ka to koi prashn hi nahi hai. Aise log char prakaar ke hote hain. Pehle wah jo apne swaroop mein mast hai aam brahmas mein ab aap lakh prem karo ya prem na karo unko koi fark nahi parta kyonki dvait hai hi nahi to swikrat hi nahi jinki drishti mein kabhi dvait bhasta hi nahi to wah krit krit mahapurush prem karo ya na karo koi matlab nahi prem karo to koi matlab nahi murtivat hai wah ek hath mein koi chandan lagave dusre mein danda mare donon ke liye saman drishti hai unke liye koi fark nahi jo brahm prapt mahapurush unka kisi se prem hota hi nahi.

kisi se prem nahi. Chahe jitna aap seva karo, chahe jitna apman karo, na rag hai, na dves hai, na prem hai. Bahut sundar bhagwan ne baat kahi. Dusre ve hain jinhe dvait to bhasta hai. Dvait bhas raha hai. Sab bhagwat swaroop ab ekmatra bhagwan mein rati hai dvait bhasta hai aur sab mein bhagwan hi virajman hai. Wah krit krit mahapurush wo bhi kisi se prem nate ne Ram ke manat sur suse jhalo bhagwat sambandh se anytha nahi unka kisi se koi prayojan nahi rahta keval bhagwat sambandh ek hai adwait nishtha wale aur ek hai dvait to bhasta hai par bahut unchai mein bhagwat anurag mein badh gaye to sab mein bhagwan dekhte tumhare prem ya tumhare dves ka unke upar koi fark nahi parta tisre ve hain jinko pata hi nahi ki hamse koi pyar karta hai kya pata hi nahi hai to pyar kya karen aur chauthe ve hain jo jante hain ki hamen pyar kar raha hai par janbujhkar aise pyar karne wale sant guru tully mahan pujya se wah unka droh karte hain.

unko satana chahte hain. Yah char prakaar ke prem hai. Gopiyan muskura de ki akhiri wale mein hamen lagta hai aapka number hai. Chauthe wale mein ki janbujh karke droh karna satana chhup jana. Bhagwan bol pare gopiyon main aisa prem karne walon mein nahi hoon ki koi prem kare to main prem ka vaisa hoon. Nahi main aisa nahi. Main bahut prem karta hoon. Lekin apne premion ke saath main katu vihaar bhi karta hoon. Isliye ki kahin unki chittritti hamse alag na chali jae. Kitni kripa hai. Is kripa ko kaun samjhega?

main apne premion ke saath katu vihaar bhi karta hoon. Vipatti apman ninda ye bhagwan ka das hokar akhil koti brahmand ke Swami aur uski koi ninda kar jae. Koi apman kar jae. Koi main isliye ki uski chittritti kahin aham mein na aa jae. Kahin wah hamara vismaran na kar de. Nirantar chittritti mere mein lagi rahe. Jaise nirdhan purush ko dhan mile aur phir kho jae to sari ki sari vritti khoe hue dhan mein bhar jati hai. Aise hi main apne bhakton ke saath vihaar karta hoon. Gopiyon ismen sandeh nahi ki tum logon ne mere liye lok mariyada ved marg apne sage sambandhi ka sab kuch chhod diya.

aisi sthiti mein tumhari manovatti kahin aur chali jae ki main sansaar ki striyon mein sarvshresht hoon. Tumhen apne saundarya suhag ki yad aa jae. Nahi isliye maine aisa kiya ki tumhari puri chittritti mere mein lag jae. Lag gayi. Main chhup ke prem karta hoon. Dekho dhyan dijiye. Wo hamen ek ek minute dekh rahe hain. Main paroksha rup se prem karta hoon. Chhip karke ye apni raah se bhagwan bata rahe. Tum log mere prem mein dosh mat nikalna. Tum sab meri pyari ho. Aur main janta hoon. Tum sab hamen prannon se adhik pyar karte ho.

meri pyari gopiyon tumne mere liye ghar grahasti ki un bediyon ko tod dala. Nap nir sanyujam shasad krityam vidhash ya ma bhajan durja shrankhla samrishta tad prati sadhna mere liye ghar gasti ki un bediyon ko tod dala jinhe bade bade yogi ati nahi tod pate mujhse tumhara ye mila milan ye atmik sanyog sarvatha nirdosh nirmal hai. Bhagwan pramanit kar rahe aur bhagwan ek baat bahut jor ki kah rahe main amar sharir se amar jeevan se anant kal tak tumhare prem seva aur tyag ka badla chukana chahun to bhi nahi chuka sakta.

main janmjanm tumhara rni hoon. He gopiyon tum apne saumy swabhav se prem se mujhe un kar sakti ho parantu main to tumhara rni hoon. Bhagwan bole main tumhara rni hoon. Jisne apne parivaar sukh sansaar sukh ka tyag kar ekmatra shri Krishna ke charnon ka aashray liya bhagwan uske rni ban jaate. Bhagwan kahte main tumhara rni hoon. Rajan gopiyan bhagwan kis prakaar prem bhari sumdhur vani sunkar jo kuch virah janny tap shesh tha sab mukt ho gaya saundarya madhur nidhi pran pyare ke ang sang se safal manorath ho gayi kitna dhanya jeevan hota hai jab bhagwat sakshatkar hokar jeev krit krit ho jaata hai ab khatm sansaar chakra socho uski kitni itni uttam sthiti hoti hogi.

ab bhagwan khade ho gaye. Samasth gopiyan khadi ho gayi. Ek shri Krishna ek gopi ek shri Krishna ek gopi bah mein bah dali. Pavan yamuna ji ke us pulin par ise maharas kahte hain. Pehle raas hua phir antar dhyan phir maharas. Sampurn yogon ke Swami bhagwan shri Krishna yogeshware Krishna tasa madhya dwayo dwayo pravesht gita naam kathe swaniktam har gopi dekh rahi ek shri Krishna ek shri Krishna ek gopi ek shri Krishna ek gopi sabhi gopiyan aisa anubhav kar rahi bhagwan shri Krishna unke paas sahasra sahasra gopiyon ke yuth ke yuth aur bhagwan shri Krishna divya maha rasotsav prarambh kiya.

akash mein shatsat vimanon ki bhid lag gayi. Sabhi devta apni apne apni deviyon ke saath rasotsav ke darshan ki lalsa ki utsukta se unka man vash mein nahi hai. Usi samay tato dund bhyo nedur nipetu pushpavrishtaya jagur gandharv patya sasta ka dashomlam divya gandharv log badhya bajane lage bhagwan maharas karenge divya pushpo ki varsha ho rahi gandharv gan apneep deviyon ke saath bhagwan ke nirmal yash ka gaan karte hue sangit maharas mandal mein sabhi gopiyan apne pritam Shyam sundar ke saath nritya kar rahi hain.

madhya mein shyama Shyam aaspas ek shri Krishna ek gopi Shyam sang Radhika raas mandal bane. Shyam sang Radhika raas mandal bane. Shyam sang Radhika raas mandal bane. Haan Shyam sang Radhika raas mandal bani Shyam sang Radhika raas mandal bani beech Nandlal braj bal champak varan beech Nandlal braj bal champak varan he beech Nandlal braj bal champak varan beech Nandlal braj bal champak varan jamav ghan tadit bich kanak martamni jyon ghan tadit bich kanak martamni Shyam sang Radhika raas mandal bane Shyam sang Radhika raas mandal bane let gatiman tathe hastak bhed let gatiman tathe hastak bhed sare gay sapt sur nadni gay sapt sur nadni he nritya ras pahar pat neel pragtit chavi ras pahar pat neel pragtit

chavi he badan janu jalad mein makar ki chandni badan janu jalad mein makar ki chandni Shyam sang Radhika raas man mandal bane Shyam sang Radhika raas mandal bane Shyam sang Radhika raas mandal bane Shyam sang Radhika raas mandal bane rag ragini tan man sangit mat rag ragini tan man sangit mat thkit Rakesh nav shrad ki jamini thkit Rakesh shrad ki jamini thkit Rakesh nabh shrad ki jamini thkit Rakesh nav shrad ki jamini jai shri hita Harivansh prabhu hans kati ke hari Harivansh prabhu hans kati ke hari he dur krit Madan mad mat gaj gamini dur krit Madan mad mat gaj gamini Shyam Shyam sang Radhika raas mandal bani Shyam sang Radhika raas mandal bani Shyam sang Radhika raas mandal bani Shyam sang Radhika raas mandal bani aaj gopal aaj gopal raas ras khelt phul kalap taru ti sajni aaj gopal raas ras khelt kalap taru saj shrad Vimal nabh chandra virajat shrad Vimal nav chandra virajat rochak trivedha samir ri sajni rochak vivid samir saj aaj gopal raas ras khelt kalpur sajni aloo gopal raas ras khelt kal tar saj champak bak malti mukulit champak bak malti mukulit mat

mudit pika ki sajni mata mut saj he de sung rag rang ni ko sund rag rangni ko braj jo tan ki bhi sajni brajwan ki bhi sajni aaj gopal raas ras khelt bol kalap karu ti sajni u gopal raas ras khelt kalp taruj he maghwa mujh nishan bajayo bhagwan mushan bajayo vrat chhado muni dheer ri sajni vrat chhado muni dheer sajni jai shri hit Harivansh magan man Shyam hari vansh magan man shyama harat Madan ghan pi ri sajni harat Madan ghan pi sajni aaj gopal raas ras khelt bol kalp taru ti sajni aa gopal raas ras khelt na kalap taru sajni mandal madhya rang bhare shyama Shyam raje mandal madhya rang bhare shyama Shyam raje he madal madhya rang rang bhare shyama Shyam raje mangal madhya rang bhare shyama Shyam raje sudh ra Murli ghor gaje sudh ra Murli ghor gaje sudh ra Murli ghor gaje Murli ghor gaje teri mandal madhya rang bhare Shyam Shyam raje mandal baj rang bhari shyama Shyam Radhe teri gaan karat braj bham let sundar sugar tan gaan karat braj bham let sundar sugar tan gaan karat braj bham let sundar sugar tan gaan karat braj bham let sundar

sugar tan ang ang abheeram man mat chavi laje ang ang abheeram manm chavi laje ang ang abheeram man math chavi laje ang ang abheeram manmat chavi laje teri mandal madhya rang bhare Shyam Shyam raje mandal madhya rang bhare Shyam Shyam raj dhigtam dhigtam dhagtam ta dhilang ta dhilang ta dhilang dhit dhit dhitam kit gim kit gim git git git gaje dhagtam taki gaje mandal madhya rang bhare Shyam Shyam raje mandal madhya rang bhare Shyam Shyam ra ji rahi Yamuna thkit bhai ran ri ji rahi Yamuna thkit bhai rainri ji rahi jaj jaj Yamuna thkit bhai rai ri Yamuna thkit bhai chand ga paschim rathan saje chand ga paschim ratan saje haan chand ga paschim ratan saje chand ga paschim ratan saje jai shri Krishna das hit vilas shobhit ras rup ra shri Krishna das hit vilas shobhit ras rup shri Krishna dahit vilas shobhit ras rup shri Krishna da vilas shobhit ras rup vrinda vipinesh vilas rang raho aaj vrinda vipine vilas rang raho aaj haan vrinda vipine vilas rang raho aaj vrinda vipine vilas rang raho aaj mandal madhya mandal madhya mandal madhya rang bhare shyama

Shyam Radhe mandal madhya rang bhare shyama Shyam Radhe mandal madhya rang bhare shyama Shyam Radhe mandal madhya rang shyama Shyam raje shri Radha vallabh lal ki jai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

Related