॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #1430

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji mujhe aaj se theek 2 sal pehle aaj hi ke din bhagwan ke age purn samarpan hetu galti se bhagwat prapti ho gayi ki matlab bhagwan ke age samarpan kiya to galti se inko bhagwat sakshatkar prapt sakshatkar ya prapti aap jo bhi samjh len wo ho gayi ye tab hua jab aapki ek reel dekhi jismen krishnay Vasudevay mantr ke bare mein aapne bataya iska jaap karo aur bade ascharya ki are bachchha pura jeevan chalo bhai tumhara bhagwan kripalu kabhi bhi kisi ke samne le aa sakte pranam hai bachchha to kya karen bachchha tumhen to bhagwat prapti ho gayi tum to purn ho gaye sawal hai abhi nahi sawal nahi rahta bhagwat prapti ke baad sawal nahi rahta brahm bhuta prasanna atma soti samate bhakti late param jaise brahm ki anubhuti paramatma ki anubhuti ho jati hai uske andar koi prashn nahi rahta koi chah nahi rahti koi bhay nahi rahta koi chinta nahi rahti koi shok nahi rahta isiliye to hans diye ek aae the aur unhone kaha hamko bhagwan ka sakshatkar ho gaya bata kyon

rahe ho bhai ye batane ki baat hai kya bole koi manta nahi ki hamko bhagwan ka sakshatkar abhi uski drishti mein koi manta hi nahi. Yahi drishti bata rahi ki tu agyani hai. Tere ko bhagwat prapti nahi hui. Jise bhagwat prapti hoti hai wo chhapwata thodi ghumta hai ki mere ko bhagwat prapti ho gayi. Kya bhagwat prapti maharaj ji uske baad kya hua? Do mahine bahut accha chala sab kuch. Sab accha chala. Are bachchha bakwas hai do pehle chala phir gaya ek bar jise bhagwat sakshatkar ho jaata hai to pata le bhagwat prapti kise kahte hain ek bar jise bhagwat prapti ho jati dobara sansaar uski drishti mein nahi aata wahi wo chhaya rahta piy murat nainan base te ras raha samae ye lakshan sun prem ke aur na kachu suhaye aur na kachu suhaye phire apne mad mato kutumb deh te jae chhut sab hi vidhi nato jahanjahan pi ki baat sune kho bhojat tin gainan hit dhruv chhin chhin le prem jal bhari bhari wo bas usi anand mein duba

rahta hai jo anand sindhu bhagwan ka ek bar sakshatkar kar le wo usi anand mein rup chhake ghumat bhagwat prapti hoti kya hai akhir matlab kya bhagwat prapti matlab bhagwan ka sakshatkar jaise ham aap dekh rahe hain vaisa haan aur ek hota hai tatv bodh jo andar se hota hai aur ye bhagwat sakshatkar aise hota hai ek bar hit dham mein the to 10 panch log unke saath the aur aisi ladki thi to 10 panch log naujawan sab aise hamare paas aae bole shri ji ne inko darshan diye hain wo aapke darshan ke liye ate ai hain to ham kaha hamari shri ji swamini unko shri ji ne darshan de diya to hamko unke paas darshan karne jana chahiye ab unko zaroorat kya hai hamare paas ane ki par chalo bulao ab wo to mar mala pahne aur sab log wo waise sab drama banae hue the.

samne aae baithe ham kaha bachchha aankh mein aankh milai ham kaha bachchha tumhen shri ji ke darshan hue nahi maharaj ji swapna mein hue ham kaha nahi bachchha swapna mein tumhen shri ji ke darshan hue bole nahi to ham kaha bachchha kahe koi natak kar rahe ye 10 log tumhen puj narak jaoge bematlab ka karya kar rahe are bhajan karo to vastvik bhagwat prapti ke liye manav deh mila hai ye prapanch dikhane ke liye thodi mila hai to bachchha bhagwat prapti koi halwa thodi ke ise muhn mein rakha kha liya nahi maharaj ji galti hai ki uske baad kisi ke izzat ko bchane ke liye sankalp liya aur apna bhajan bal nasht kar diya.

uske baad se wo are chalo haan chalo ham man gaye bhagwat prapti hui tum naam jap karo aur pavitra aacharan se raho achchhi bachchi bankar ke raho to aaj nahi to kal prapt ho hi jaenge bhagwan prapt hone ke liye to hamen manwoday mila lekin ise bhagwat prapti nahi kahte tumhari sankalp se jo bhajan nasht ho naam jap karo naam jap karo naam jap karo sab chodo khub Radha Radha naam jap karo charitrata ki pavitra rakho jo aapka charit stri sharir isko pavitra rakho rakho bhagwan kripalu kabhi bhi kripa karke darshan de sakte hain.

unki to mahima hi alag hai. Isliye naam jap karo. Yah ab kisi se mat kahna mujhe bhagwat prapti ho gayi. Jab aapne bola bodh tatsa bodh mere khyal se wo wahi tha. Maharaj jinko pata nahi lag raha ki galti se hua tha na. Yar aisi galti hamare saath bhi sabke ho jae to badhiya ho jae na. Wo shayad samjh nahi pa rahe. Wo kah rahe hain ki us bahut accha laga aur samarpit hue to aisa laga. Are satvic sukh hote hain. Ye ab ye kya jane alp sukho ka bhogta bhuma sukh ka adhikari thodi hota hai. Us mahan ko prapt karne ke liye alp sukho ka tyag kiya jaata hai.

chhoti-chhoti anubhutiyon ka tyag kiya jaata hai. Aise sidhe ganga ki dhara se prakt hote hue wo sab nahi mana. Kahe ko parda lagae baithe ho? Ham fakir hain. Tumhare liye aae hain. Tumhare liye roye jab tak tumhara parda nahi hat jaega tab tak ham ye sab jadu tona ye ham manenge. Aapka thoda-thoda anand ye ham nahi manenge. Ham chhote-chhote anandon mein chhote-chhote chamatkaron mein bikne wale nahi. Ham aap mein bikne wale hain. Aap aao hamse baat karo. Ho jagat mein ho hamare saath hamen anubhav karao. Aap ho aapke liye nikle hain.

maharaj ji parda bahar se khulta hai. Andar se donon jagah se jab andar ka hata to bahar ka fouran hata to sab jagah ek hi nazar ane lagta hai. Wo pehle kahan ka hatta hai maharaj? Hriday ka. Pehle hriday kaata hai. Pehle hriday mein tatv bodh hota hai. Tab sarvatra bodh hota hai. Chashma hamara badlega waise to dikhayee dega. To jab hamari drishti badli to hamen sab kuch dikhayee dene laga. Akshay thakur ji Delhi se shri Harivansh maharaj ji maharaj ji maine santo se suna hai ki prabhu bhole swabhav wale logon ko jaldi milte hain.

parantu maharaj ji main to bhola swabhav upar ka bevkuphi ko bholapan nahi kahte. Bhole ka matlab sarwagyan hote hue bhi ahankaar rahit dainya sarwagyan hote hue bhi ahankaar rahit dainya ya keval bhagwan se apnapan keval bhagwan se apnapan bholepan ka matlab bewkoof aadmi nahi hota koi bhi bhakt aisa nahi hota jo gyan sampann na ho haan ek bholapan hota hai bhagwan se ek apnapan bhagwan meri maa bhagwan mere pita bhagwan mere dost bhagwan mere to wo bholapan jo hai wo param pavitra uchh koti ka hota hai. Bevkuphi ko bholapan nahi kahte.

maharaj ji inka inka prashn aa gaya. Wo ye to hai maharaj ji ye kah rahe hain ki jab ham apni or dekhte hain to bahut chalak nazar ate hain. Bahut jhooth bhi bol dete hain aur bahut ham mein to matlab chhal kapt sab dikta hai. Haan ye bhav bahut sundar bhav hai. Yah bhav hona hi chahiye. Apne mein dosh darshan hone se bhagwan ki kripa prapt aise mein hamen kaise prabhu ki haan kripa prapt ho jaegi. Jab ham apne ko doshi mante hain to doshi man ke bhagwan ki sharan mein hote hain to bhagwan ki kripa prapt ho jati hai.

apne andar ye baat jab rahe ki ham bhagwan ke yogya nahi hai. Yah to bhagwan ki kripa hai ki unhone hamen sweekar kar liya hai. Hamare andar to bahut se dosh hain. To isse bhagwat kripa prapt hoti hai. Jeev bhagwan ki kripa ka adhikari ho jaata hai. Yah jarur hona chahiye. Dekho hanuman ji maharaj param gyani mahapurush hai aur kah rahe as main adham sakha sunu mohu par Raghuvirr main itna adham hoon phir bhi bhagwan ki ham par kripa hai Shabri ji itni mahan vakta hain aur kah rahe adham te adham adham a mati nari tama mein mati mand aghari main to adham striyon mein bhi adham bhelini jati ke usmen bhi adham aisa bhakton ke andar bhav ye rahta hai ki main bahut nich hoon aur tabhi us mahan paramatma ko rijha pate hain.

jab apne mein danya bhav rahta hai. Sabse apne ko nicha samjhna sabse chhota samjh tanadap suneeche yahan tak ki tan se bhi apne ko nich samjhna hai. Tan te nich apan pokhat shubh aur ashubh na jaan samjh rahe ho na? Adarsh vajpei ji Lucknow se maharaj ji Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji aapne bataya tha ki ek swas mein zyada se zyada naam jap karna hai phir ek ekantik mein yah bhi bataya tha ki jis jitne aram se jape utna accha hai to upasak naam jap aram se jape ya adhik se adhik naam jap prambhik upasak adhik se adhik jape alag-alag upasak ki hote hai na class hote hain na jaise aise bhumikaen hoti hai bhajan ki prambhik upasak ko keval naam jap prarambh mein adhik se adhik karne ka abhyaas banana hai.

phir man jab ham adhik naam jab karne lagte hain to avsar pakar bhagta hai. Radha Radha Radha Radha Radha Radha ab wo apna kam shuru kiye hue hain. Ab hamko uske kam ko band karna hai. Usko yahi lagana hai. To bar-bar man jahan bhag kar jae wahan se hata ke naam mein lagave. Isliye ab hamko dheemi gati pakdni hai. Radha Radha Radha. Ab hamare samne likha Radha hamare kan ne suna andar se Radha hriday se bol rahe hain Radha ab man ko bhagne ka avsar nahi mila shuruaat mein hi sadhak man par savar thodi ho jaega agar man par savar hone ko sochega to naam chhut jaega to pehle naam ka itna abhyaas karen ki uske naam jibhya mein basne lage phir us naam ka dhyan aur naam ka shravan to man ko ghasit kar naam man hi bandhan aur moksh ka karan hai vishay chinta chintan mein laga hua man bandhan ka karan hai aur bhagwat chintan mein laga hua man moksh ka karan hai.

to prambhik dasha mein ham yah kriya nahi karte. Ham iske age badhkar jab bhumika mein pahunchte hain ki ab hamara ghanton naam chal raha hai par man nahi lag raha. Man sansaar ka chintan ab usko late hain ghasit ke. Jahanjahan jaata hai wahan se ghasit ke naam mantr mein late hain aur mantr naam ko phansate hain. Radha Radha Radha are Radha Radha Radha Radha Radha Radha abhi apni ghadi chal chalu rakhega. Bhut bhavishya ki chinta aae hue andar ke gande sanskar wo sab wo dikhega samne. Hamse kahega chodo naam aur inme lago lekin hamko iski baat par nahi lagna.

dhire-dhire isko phansana hai man ko aur man jahan bhagwan mein lag gaya to itna anand prapt hota hai wah anand kisi vishay mein nahi hai. Dekho yahan jo kuch bhi hai sab nashvan hai. Ek second mein sab chhut jana hai. Hamari shwas ruki ki hamara sharir chhuta, bank balance chhuta, padhai chhuti, padadhikar chhuta, mitra, shatru sab ek second mein chhut jaega. Hamare saath kya jaega? Ham to rahenge na sharir chhut jaega ham to rahenge ab hamare paas yadi punya bal nahi hai bhajan bal nahi hai to kunwar bane ki kutta bane kya bane pata nahi 84 lakh yoniyan hai to hamko is jeevan mein jeevan ke baad ye keval bharat mein hi hai.

yah bharat bhumi ke brahm rishiyon ka shodh hai aur bahar kahin nahi hai. Bahar to khao piyo kamao khao bhogo jitna bhog lo bas bahut marne ke baad swarg nark iske baad kuch nahi. Moksh param padvi prem ye to brahm rishiyon ki bharat ke brahm rishiyon ki hai. To ham marne ke baad ka kya kar rahe hain? 60 70 varsh ki ayu hai. 20 varsh jawani ke aise tufan ke ate hain jinme ham kuch samjh hi nahi pate hain. Piche ke bacchapan ki avastha mein to beshudhi hoti hai. Budhape mein kuch kar nahi sakte. To avastha kab hai?

jab ham apne marne ke baad ke liye karen. Vichar karo aadha jeevan to hamara sone aur manoranjan mein chala jaata hai. Jo aadha jeevan hai wo kamane aur khane aur bhogne mein chala jaata hai. Hamare paas samay kab hai? Agar ham savdhaan na rahe to maya hamare pure jeevan ko vyarth kar degi aur agla janm phir hamen nich yoniyon mein prapt hoga. Aur abhi kalikaal ka ham zyada varsh to nahi dekhe 40 varsh dekhe hain kyonki 101 varsh mein to chetna jagrit hoti hai. Jankari hoti hai achhche bure ki kya chal raha hai kya nahi 13 varsh mein Baba ji ban gaye the to 40 varsh ka tumhen dhyan hai itna bada parivartan 40 varsh mein hua hai ki gandagi hi gandagi phailti chali ja rahi hai gandagi hi phailti chali ja rahi hai naye-naye bachchhe chhote-chhote bachchhe itne gandi aadaton ke shikar hote chale ja rahe hain jo kabhi swapna mein bhi nahi socha gaya tha| naye-naye bachchhe aisi gandi harakton se yukt hote ja rahe hain jo kahin kahin gunjaysh hi nahi thi byah bhale 141 mein ho jae gaman hota tha 20 varsh mein badi pavitra patirat dharm satyta ab kya gandagi 13 varsh se le 20 varsh ka bachchha sampurn gyan rakhta hai sansaar ka aur itna vybhchar paraayan ki 10 20 boyfriend badal jaate hain nahi badal jaate wo vyabhchari purush das yu striyon se abhi 20 varsh ka hua hai aur don ladkiyon se ye kya to kalyug abhi abhi bhajan karne ka kuch avsar rah gaya hai.

age aur aisa avsar aayega. Bhajan pujan swaha swada ab yagya kahan ho rahe? Roz panch yagya karne ka adhikar roz trikal sandhya ka adhikar tab kahan gaya? Sab kho gaya. Roz shastr swadhyay roz dan punya niyam purvak dan punya. Niyam purvak dusron ki se ye sab kahan gaya? Kisi tarah hamari vasnaon ki purti ho. Yah vrittiya chal rahi hain. To bhagwat prapti karne ka avsar is manushya jeevan mein hai. Bahut savdhani purvak ham chale paropkar karen. Mans madira inka sevan na karen. Parai mata bahno ke saath vybhchar vritti na rakhen.

naam jap karen to ho aur abhi kalyug ke 5000 varsh se kuch upar hue hain. 432000 varsh ki ayu hahkar mach jaega. Abhi to 32 hazar mein nahi pahuncha. Abhi to ghutnan ke bal chal raha hai. Thoda jawan hone do. Phir dekhna bhrashtachara sab sansara dharm sune nahi kana kan se dharm nahi sunai dega. Age samay aayega aisa ki agar jo bhagwan aur dharm ki charcha karega mar diya jaega. Paap aacharan ki vridhi ho jaegi. 40 varsh mein ham bada parivartan dekh rahe hain. Chhote-chhote bachchhe mobile se sab kuch unko pata hai.

sab kuch pata hai. Sab search kar lete hain aur sab kuch unko pata hai. Jisse unki buddhi prakritik maya mein akarshit hokar ke sataarg ka tyag prarambh se hi kar deti hai. Prarambh se hi jhooth bolna, prarambh se hi asat kreedaon ko dekhna, prarambh se hi gande khelon ko karna ye chhote-chhote bachchon mein paya ja raha hai. Isliye bahut savdhani purvak agar jo bacha pave apne man ko aur prabhu mein laga pave to dhanyati dhanya jeevan hai. Nahi to sab vyarth jeevan hai. To agar ham dhire-dhire se man ko naam mein fansa pa jae to ham vijay ho jaenge.

nahi to jaban se naam chal raha hai. Anguli mala mein chal rahi aur man sansaar mein chal raha hai. Jab tino ka ek mishran ho jae. Jo anguli mein wahi jaban mein aur wahi hamare man mein tab bhagwat prapti hoti hai. Sandip ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji kai bar naam jab wo puja ke dauran kam va krodh ka veg aa jaata hai. Phir main usi samay aapki chavi ka dhyan karta hoon to shant ho jaata hai. Lekin maharaj ji jis chavi ka dhyan main karta hoon us chavi mein naam jab kar raha hota hoon main aur aap lath lath lekar mere charon taraf ghum rahe hote hain aur ghuma rahe hote hain.

maharaj ji maharaj ji kah rahe hain aise mein koi aparadh to nahi ho raha meri wajah se aapka swasthya kharab ho raha hai mere ko aisa lagta hai nahi nahi ab lath nahi chala rahe hain kah rahe itna lath ghumate aap thak jaate honge dekho hamara ye jo panch bhautik sharir hai jise aap dekh rahe ho ye kidney rog se grasit hai iske bal se ham nahi hai ham shri ji ke bal se yah bal to khatm ho chuka hai roz dialysis ye wo ye pareshani wah pareshani ham is bal se nahi hai. Ham bhagvatik bal se hain. Ham priyaju ke bal se hain.

jo charcha hoti hai, jo bhi dincharya hoti hai aur jinko bhi mangalmay labh prapt ho raha hai, wo priyaju se prapt ho raha hai. Ye samne ek panch bhautik sharir baitha hua hai. Ismen koi dum nahi hai. Dum hai to prabhu mein hai. Unhin ke bal se sabka mangal hoga. Unhin ke bal se jo yah baat sochega jaise aap soche to kam krodh ke samay agar dhyan karoge to dhyan mulam guru murti puja mulam guru padam mantr mulam guru vakyam moksh mulam guru kripa to wahi bhagwat tatv hamara rup dharan karke aapki raksha karega kyonki jahan par je kar satya sanehu so te mile na kachu sandehhu agar aapka yah bhav ban jae ki sakshat param brahm paramatma ye guru rup dharan kiye to aapki waise hi raksha hone lagegi jaise bhagwan karte hain.

gurur brahma gurur Vishnu gurur dev Maheshwara guru sakshat parbrahmma tasmai shri guruve namah to param brahm sarvatra vyapt hai aur aapne is rup ki chah ki to wahi rup dharan karke aapki kam krodh se kya janm mrityu se raksha kar lega khub naam jap karo khub bhagwat chintan karo ye sharir to panch nashvan aaj hai kal nahi rahega iska to koi bharosa nahi hai iska koi bharosa nahi hai ye to svase hai pani ka bulbula kab foot jae anjali mein chahe jitna jor se pani bandho wo nikal hi jaega. Aise yah balu ka pul hai yah tutega.

ismen koi sanshay nahi. Aaj chal raha hai bas labh le lo. Kal rahe na rahe iska kya bharosa? Lekin hamari baat man loge to mangal ho jaega. Aapka kalyan ho jaega. Abhishek ji Gujarat se. Maharaj ji aapka prashn hai. Maharaj ji jo Priya pritam se pyar kare wo pagal ho jaata hai kya? Aapko ham pagal nazar ate hain. Akele baat karte to matlab koi sochta hai ki ye kya baat kar raha hai? Matlab ham leela chintan karte hain. Matlab dekho agar ham banavti na karen to ham pagal nahi hai. Banavti agar ham kuch karne lagenge to pagal hain.

bhagwan ke marg mein damb pakhand banavat isse bachna chahiye. Tumhari kitni ayu hai? Accha 18 mein haan khub badhiya hai. Accha ham tumhen dhanyavaad dete hain ki bhagwan ke marg mein lage ho. Achhche se lago lekin banavteepan kuch mat karna. Is marg ki chaturta hai ki jaise ham naam mein dube hue hain. Bhagwan naam jap samne wala hamse koi baat kar raha hai. Ji aur ham naam jap chal raha hai. Wo yah samjh hamko ye janana nahi ki yar tum hamko kyon disturb karte ho? Naam jap mein dube hue hain. Yah nahi bhajan karne wale ko yah jatana nahi ki main bhajan mein duba hoon.

jaise ki aap bahut soch rahe the. Kya soch rahe? Are chalta hai. To aise sochte haan bolie aap kya? Aise baat ki jati hai. Ye thodi bataya jaata hai ki ham to leela chintan mein the. Tumne hamen tok diya. Ham naam chintan mein the. Ye bataya nahi. Agar ye bataoge to baat taph ho jaegi. Khub bhajan karo aur pravinta purvak vihaar karo. Bhakt pagal thodi hota hai. Kisi bhi bhakt ka naam batao jo pagal hua ho. Kisi bhi bhakt ka aisa nahi hota. Bahut praveen hota hai. Bhagwan ka bhakt hanuman ji ko kya kaha gaya?

gyani naam agraganyam buddhimtam varishtham vishvamitra mahammuni gyani Garun mahagyani gunrasi chahe Garun ji ka chahe kisi bhi mahabhakta ke liye dekho to jo bhagwan ka bhakt hota hai gyan vigyan praveen hota hai wo pagal thodi hota hai haan ek prem ki pagal avastha hoti hai ab wo apne prabhu mein ro raha hai ab samne wale to dikhayee nahi de raha kyon ro raha hai ab apne prabhu se baat kar raha hai nath aapka mil gaya to wo lag raha hai badabda raha hai kya? To dusre log use pagal samjhte hain.

wo pagal nahi hota. Wo param praveen hota hai. Dusri kyonki bah cheshta dikhayee nahi de rahi. Wo apne bhagwan se baat kar raha hai. Bhagwan ke liye nach raha hai. Bhagwan ke liye ro raha hai. Ab samne wala dekh raha hai ki koi hai nahi. To usko lagta hai pagal aadmi hai kya? Kisi se aise hi baat kare samne koi aadmi na ho. Wo aise nache to pagal nahi lagega. Samne wale ko lagta hai yar ye pagal hai aur uske samne bhagwan khade hain. Wo bhagwan se baat kar raha hai. Bhagwan se cheshta kar raha hai. To wo sthiti ko samne wale log pagal karne lagte hain.

wo pagal nahi hota. Param praveen gyani mahapurush hota hai. Sudha Gupta ji nai Delhi se. Radhe Radhe-Radhe maharaj ji. Maharaj ji mera prashn hai ki char ashram mein se sambandhi hai. Jismen se ek vanprasth bataya gaya hai. Char ashraomo ki austan ayu 25 varsh suni hai hamne. Maharaj ji ham brahmcharya grastha aur sanyaas ke bare mein to aksar sunte hi rahte hain lekin vanprasth ke bare mein kabhi baat nahi hoti. Haan vanprasth ab bada kathin hai. Vanprasth jo ashram hai kalyug mein bahut kathin hai kyonki wo mahan tapasya purn hota hai.

jaise brahmcharya naishthik brahmcharya aur sanyaas ek marg yah hai brahmcharya aajeevan brahmcharya aur sanyaas aur ek marg brahmcharya aur grihasth ashram. Ab jab grihasth ashram ki 50 varsh ki ayu ho gayi. 100 varsh ki manushya ki ayu rakhi gayi. 70 mein pahunchtephunchte kam ho jaata hai. 60 70 mein aajkal ho jaata hai. Koi 80 birle pahunchta hoga. 90 aur 100 to bahut hi mushkil baat hai. Ab 50 varsh ke baad aadmi ki halat kya hoti hai jo grihasth mein hota hai? Kyonki 25 varsh brahmcharya nahi raha hai.

agar ashram ke anusaar pocho to 25 varsh tak brahmcharya rahna chahiye. Iske baad byah hokar 25 varsh grihasth ashram mein rahna chahiye. Phir vanprasth toki new gadbad hai. 25 varsh brahmcharya kahan? Girlfriend, boyfriend, brahmcharya. Brahmcharya kahan rah rahe hain? To 50 varsh pahunchtephunchte dher ho jaate hain. Ab wo jangal mein jakar ke tap mein jeevan vyatit karen. Na aise jangal rah gaye hain aur na aise tapasvi rah gaye hain. Ki wo 50 varsh ke baad apni patni ka putro ke hath saump karke aur ekant vas karte hue jangli kand mul phalan se nirvah karna.

jangli wastron ko pahnna. Jaise patton ke vastr pahan lene, valkal ke vastr pahan lena, garmi, sardi, varsha tino ka koi bhi nivaran na karna vanprasth ke liye. Garmi sidhe sahna. Koi pankha, bijli iska prayog nahi. Sardi sidhe sahna. Koi kisi bhi tarah ka sardi nivaran ka nahi. Sidhe angon par sahna. Varsha puri sahna. Aur agar aisa lage ki ab hamara sharir kam nahi kar raha hai to usko tap ke dwara apne prannon ka tyag kar dena. Bahut kathin vanprasth hota hai. Agar laga ki abhi hamara sharir tapasya kar sakta hai to sanyaas le lena.

phir sanyaas ke dwara ab to vanprasth kaun rahta hai? Vanaprasthi kahan dikhayee dete hain? Vanaprasthi badi tap bhumi mein hi shayan karna nange pair chalna bada kathin tapmay jeevan hota hai. Ab to 50 varsh ke baad itna aasakt ho jaata hai ki wo parivaar sansaar maya isse hatkar ke jangal mein jae aisi kahan samarth rah jati hai aur 70 80 ke avastha mein to sahyog ki zaroorat hai. Akele chal hi nahi sakta. Akele apni dincharya nahi kar sakta. To vanprasth kya chalega? Bahut kathin hai vanprasth aur ab kahan vanprasth dikhayee dete hain?

sidhe grihasth se sanyaas le liya. Sidhe grihasth se sanyaas liya aur ashraomo mein chale rahe. Tapasya aur kasht kahan? Tapasya aur kasht jab tak nahi saha jaata tab tak paramarth ka prakash bhi nahi hota hai. Tap mein jeevan bhagwan ke liye kasht mein jeevan wo ab sab granthon mein likha rah gaya hai. Koi koi birla hoga jo chal raha hoga nahi to bahut aisa. Ab kahte hain jawani mein bhajan na karo to budhape mein pooch lo aap kitna bhajan karte hain. Agar jeevan mein bhajan nahi kiya hai nana prakaar ki chintaen hoti hain. Indriyan shithil ho jati hain.

bhajan mein man nahi lagta. Ab bhajan mein man lagega. Ham ek sadharan yantr chalane ki kahte hain. Hamne kabhi pistol nahi chalai. Chhui nahi hath se. Ab hamko aap pistol de dijiye to ham chala payenge kya? Jo ki ek prakritik yantr chalana hai. Man ko paramatma mein lagane ka abhyaas nahi kiya to budhape mein laga loge aap. Kaise laga loge? To jawani se jab ham sataarg shuru karte hain, bhajan shuru karte hain tab hota hai. Hamare jo sanatan dharm mein hai pahla kadam hai brahmcharya. Phir chahe tum sanyaas ki taraf jao, chahe grihasth ki taraf jao.

pahla kadam brahmcharya. Kaun chal raha hai brahmcharya? 13 13 14 varsh ke bachchhe bachchyan apne dharm se bhrasht ho rahe hain. Jinko matlab abhi bachchha kaha gaya hai wo dharm se bhrasht ho rahe hain. Hamare samne kitne aise bachchhe aae jo 13 varsh hamko to ascharya hua ki ye to tumhari khalne ki avastha hai. Tumko aisa gyan kaise to mobile mobile se sab gyan ho raha hai. To gande acharno mein pravriti 13 14 varsh ke bachchon ki ho rahi hai. To brahmachari kab rahenge? Brahmcharya aur jab brahmcharya nahi to jab pratham hi si li nahi to paramarth ki chadhai kaun chadh sakta hai?

phir to hai sab keval bakwas bakwas rah jaata hai. Updesh suno updesh karo aacharan mein utarna bada kathin hai. Aacharan mein updesh utar liye jae tab to mahatma tab to grahasti nahi to aacharan mein utarna bada kathin. Chhote-chhote bachchhe bidi phunkte hain, cigret phunkte hain, hukka phunkte hain, naujawan hote hain, drugs lete hain, nasha karte hain, klab jaate hain, girlfriend, boyfriend kitni gandagi samaj mein fail rahi. Aap dekho kitni gandapan fail raha hai. Itna gandapan fail raha hai ki aaj ek grihasth chain se nahi hai.

ji, aapne bola abhi ki purush apni patni ko putr ke saath chhod ke gaye. To kya vanprasth ashram sirf purushan ke liye banaya gaya tha? Agar stri patni apne putr prem tyag kar sake kyonki bahut kathin marg hai na to matao bahno ko rahna bahut kathin hai. Wo apne putr santan ko tyag karke rahna kathin manti hai. Agar wah saath jana chahe to ja sakti hai vanprasth mein. Anytha waise bahut kathin hai. Isliye kathin hai ki jaise jangal mein khule mein shayan karna, valkal vastr pahnna, kandmool phal khana.

ab kahan kandmool phal rah gaye? Ek ber bhi jiske ped hoga na wo paise se bech ke dene wala hoga. Aap pani nahi pi sakte. Pani nahi pi sakte. Kyonki pine layak nahi hai aur bahar na kuan rah gaya hai na haind paip rah gaye hain. Vanprasth kaise raha hai? Aap vichar karke dekhiye. Ek jine ke liye ganga yamuna ke jo pavan jal the jinke pine matra se samasth paushtikta apne aap aa jati thi kyonki pahadon se janglon se khuli vayu ke dwara ab gatar ka bada-bada nala ja raha hai ganga yamuna ka pani pikar rah nahi sakte kua haind paip rah nahi gaye sarovar nadi jheel hai nahi ki ham pani pi pani nahi hai agar paisa nahi hai to vanprasth mein paisa sparsh karna pehle hi nishedh hai.

arth ka sparsh karna nishedh hai. Usmen to khule bahut phus ki jhopdi bana le aur usmen rahe. Ye sab suvida hai. Sab maharaj ji ismen ek ek prashn tha maharaj ji ye us samay jo gurjan the sant jan the unhone ek Shastri vidhan aur ek manav mariyada ke liye ashram banae the. Maharaj ji aaj ke samay mein jo samay chal raha vaal prashn aapko dekhne ko nahi milega. Grihasth se sidhe sanyaas, brahmcharya se sidhe sanyaas aur sanyasi bankar ashram mein rahna. To maharaj ji aaj ke samay mein kaise sambhav hai ki bhagwat prapti ka marg ham kis bhasha mein divaid vanprasth se keval thodi bhagwat prapti hoti hai maharaj ji abhi kya kaise chale maharaj ji krityuge dhate Vishnu tretayam yajat makh Dvapar paricharyayam kalo ta keertanat apne ghar mein raho ghar mein rah ke parivaar ko bhagwan ka swaroop samjho ghar mein tyagi ban ke raho jo mehnat se kamaya hai usse alphar karo aur nirant tar bhagwat chintan karo.

bhagwan kahte hain anannya chintno mam he jana parpasate mera jo anannya chintan karte hain. Anya chintan vanprasth ban ke kya karna hai? Bhagwan ka to chintan karna hai. Ab us tarah ki kathor tapasya rah nahi gayi. Us tarah ke hamara vatavran aap shauch nahi ho sakte. To ab shauchalay chahiye. Isliye chupchap kalyug hai. Apne ghar mein raho aur apne ko uchit ahar aur vastr aadi se sharir ko dhak karke parivaar se mamta tyag karke ghar mein raho. Parivaar walon ko bhagwan ka swaroop samjho aur khub naam jap karo. Bhagwat chintan karo. Kalyug mein keval bhagwan ke naam chintan se bhagwat prapti hai.

dusre jitne sadhan hai yah aap man lo vanprasth sadhan aapka paripakva ho jae to aapko tap lok milega. Bhagwat prapti thodi ho jaegi. Tap lok milega. Mahar lok tap lok janok satyalok brahmlok ye tak bane hue hain na bhagwat prapti hogi bhagwat chintan se. Vanprasth bankar ke yadi bhagwat chintan nahi hua keval vanprasth niyamon ka palan hua to aapko tap lok ki prapti hogi. Bhagwat prapti nahi. Bhagwat prapti to bhagwat chintan se hoti hai. Raat din aansu bahate hue Ram Ram Krishna Krishna hari hari Radha Radha jo andar chintan kar rahe hain unko bhagwat prapti maharaj ji jaise maine shadi nahi ki grihasth ashram mein nahi gayi lekin sansaar mein jo dayitwa the wo kiye to hamara to mera to brahmcharya hi chal raha hai to uske baad vanprasth ka koi mahatva hai matlab koi mahatva nahi rah jaata ab tum naam jap karo aur parivaar mein hi rahna ghar ke bahar vyvastha mat sochna ki kisi ashram mein chali jae.

bilkul nahi. Apne ghar mein raho aur jo mehnat ki hai usi kamai se pet bharo aur khub naam jap karo. Bhagwan ka chintan karo aur ghar ke sadasyon se moh mat karo. Bas yahi sanyaas hoga aapka. Sachchi ham baat kah rahe hain. Bilkul kisi ashraomo mein jake rahna ya is tarah ka vihaar wah bahut ghate ka hai. Bahut ghate ka hai. Kalyug hai bahut ghate ka sauda chal raha hai. Vishwas antardhya hota chala ja raha hai. Vishwas jo hai wo antardhya hota chala ja raha hai. Vishwas hamara bahut dagmaga raha hai. Is samay kyonki paye jaan jagat mein sab jan kapti kutila kalyugi tanchu kapt ka kalyug ka aisa prabhav badh raha hai.

sabha mein ham kuch aur hain aur ekant mein ham kuch aur hain. Kapti kutila kalyugi tanchu to ae parlok sakal sukh pavat meri so bhaiya Krishna gun sun keval bhagwan ke leela gun gao bhagwan ka naam jap karo bhagwan ke chintan mein apne ghar mein rah ke ki bhagwat prapti nange ughare rahne se nahi hoti bhagwat prapti bhukhe rahne se nahi hoti bhagwat prapti bhatakne se nahi hoti bhagwat prapti chintan se hoti dawa hai bhojan hai sharir ke nirvah ki vyvastha uske bina ji nahi sakte aur jie bina bhajan nahi ho sakta. Isliye donon baten aur to aapko ghar chhorne ki zaroorat nahi.

ghar mein rah ke pavitra aacharan karte hue parivaar se moh rahit hokar bhajan karo. Aur isi se bhagwat prapti hoti

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1441 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • brahm gyani mahatma apna sharir chhota hai to uska sukshm sharir kahan jaata hai? — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1440 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • diwali par maharaj ji ke amritmay vachan | Diwali Special — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1439 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • ye 9 galtiyan aapki puri sadhna bigad sakti hain — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…