॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jaise jal ko upar chadane ke liye yantr chahiye, waise hi man ke liye mantr chahiye

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jaise jal kahani bhi chhod jae wo nichi gati mein hi jaega uchh gati pahchane ke liye yantr ki avshyakta hai aise maa kahani bhi chodo wo niche gati ko jaega upar uthane ke liye mantr ki avshyakta hai guru mantr guru kripa se mila naam wo maa ko urdu gati urddhagami banata hai nahi to panch gyan indriyon ke sahit maa bhogo mein jab jaata hai to sukh hai nahi to ismen nahi to ismen hoga ismen nahi to ismen hoga aise wo har vyakti har sharir har vastu har padaarth ka bhokta bhav le aata hai isi se paap aur hinsatmakritiyan ya galat ho jati jinhe raaksasi vritti kahte phir unka dand milta hai ab manav janme mila hai dharm purvak chal karke apne guru prdat naam mantr ke dwara apne karmon ko bhasm karke ham bhagwat pratap kar lene yahi jeevan ka param labh

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi