॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

apne ghar-parivaar ke sukh-shanti aur daridrata ke nash ke liye roz aisa karen !!!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

apne parivaar ko aap mangal karne ke liye kuch samay naam kirtan ghar mein jarur hona chahiye aapko param sukh milega aap sukh ke liye hi daud rahe hain 10 minute aapke ghar mein jab Radha naam gunjega daridrata bhag jaegi aapke ghar mein koi bhi kabhi pret atma pravesh nahi kar paegi aur kahani saubhagya aur baadh jae ek adhyay bhagwan ki mahima ka gan sunaaiye parivaar ko baithkar Shrimad bhagwat hai Bhaktmal ji hai bhakton ke charit hain jab ham sab shastron ka apne parivaar mein baithkar ke gayan karke shravan karte hain to sab ke sanskar pavitra hote hain naam kirtan ki ganj jo aapke ghar mein uthegi na wo aapka mangal karke hi chhodegi aap dekh lo ghar tirth ho jaega aapko kahani tirth jaan ki jarur nahi dekh lena karke dekh lena aap mante nahi sunte to bahut hain aacharan mein nahi utarte

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi