॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

dekhiye hastahmaithun karne ka parinaam ! Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ab aap bataiye ki jivni shakti virya jo ek man ann khane ke baad ek bar bachchha paida karne ki samarth wala veer andar aata hai hamare kahin virya ki thaili nahi hai kahin bhi nahi hai jaise pitt ki thaili hoti hai aise virya ki thaili thodi hai ek manova nadi hai wo rakt ki mathani hai jis samay ham kam vedna aur chetna se yukt hote hain wo manthan karke pure sharir se jab virya shakti sharir se niklegi to puri nash nadiyon mein tanav hoga aur wo shakti bar wo khokhla kar deti hai ye stam tun khokhla kar deta haddi tak ki shakti nikal deta hai aur kamar dard hona matha dard hona zyada vichar karne ki samarth na rah jana smriti na rah jana aaj pashuta badh rahi hai aur agar kahin doctor wali baten jaise na ki aisa karne se swasthya theek rahta hai jo hast kriya aadi hai na to in bachchon ko aur badhava mil jaata hai sabki ham sahi baat mante hain lekin khud ke anubhav ki baat batayen yahan hamare paas dayo bachchhe aise aa chuke jo hast maithun ka shikar hokar mrityu ka varn karne ke liye tayyar

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi