॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab maharaj ji se pucha gaya 'kya aap shri Krishna hain?' - janie sachai !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji maine wo usmen dekha tha ki aap to kabke apna sharir chhod chuke aap mein shri Krishna hai aur maine thode din pehle subah 4:00 baje naam jap karte hue kaha ki agar shri Krishna aap mein hai to prabhu mujhe darshan de aur hafte bhar mein main yahan aa gayi haan bhavna hai shri Krishna to sab mein hai dekho saki Shastri siddhant mata par taram nant kinch dasti Dhananjay he Dhananjay koi itni bhi vastu aisi nahi jismen bhagwan na ho to aap hamare mein bhagwan man rahe ho badi kripa hai sab mein bhagwan hai to isse koi khas baat nahi hai aapne prarthna kari Vrindavan Shabri ne kripa kari Vrindavan aa gaye aap darshan kar liye badhiya hai khub naam jap karo khub bhav se karo ham mein bhagwan hai jo hai wahi aap mein bhi bhagwan hai wahi sab mein bhagwan hai koi khas baat thodi khas baat hai bhagwan ka bhajan kaun kitna karta hai bhagwan to sab mein hai lekin khas baat hai ki bhagwan ka bhajan kitna hai bhajan jahan hai wahi baat khas ho gayi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi