॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab koi aapka virodh kare to kya karen?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ke jeevan ka koi anubhav aapse koi bahut virodh karta ho ya dves bhav rakhta ho aur baad mein aapka haan paas mein ek sant rahte the to jaise kuch log aae ate hi the to do log char log aae to jab ate the to sev hai santra hai yah vastu aur unka samne kutia thi to jab dekhte to unke hriday mein jalan hoti thi irshya hoti thi ki mere paas log ate nahi to ham roz unko pranam karte aur jo vastu hamare paas pehle unke paas bhejwa logon ke chale jane ke baad achchhi achchhi vastu unke paas to kafi din tak unka

dves badhta raha aur jab hamara roz pranam aur koi dves nahi to itni mitrata va karne lage matlab itna dainya hokar milne lage ki jaise ek bahut purana mitra milta hai maharaj parse dhare to y sadhan aur naam jap se hi milta hai ha hamen dusron ke sukh ki taraf dekhna hai jo hamara virodh kar rahe hain unke sukh ki taraf dekhna hai jo hamara virodh kar hamari ninda kar rahe unki ninda nahi karni hamen un par vichar karna va aisa kyon bol rahe hain agar mere mein kami hai aur va ham sudhar karu aur unki ninda band ho jae to hamen karna chahiye agar mere mein kami nahi hai aur ninda kar rahe hain to phir bhagwan jane phir ham unka virodh tab bhi nahi karenge par kabhi to sah lete to kabhi sah nahi pate to matlab kaise regular karse aap naam jap namnam jap aur sabse badi baat hai ki hamen yah pata hai ki mere bhagwan mere saath hai agar mujhe thappad marenga koi to mere bhagwan ke adesh se marenga agar bhagwan ke adesh se marta to mujhe sir jhu

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi