॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji ne kaha "ham natak manch par natak kar rahe hain.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ke koi kisi kala se aapko prasann karta hai maharaj ji kya aapko aisa lagta hai main prasann ho jaata hoon koi hamko apni kala se prasann kar sakta hai to wo kala uski hamari prasannata tak pahunch sakti hai jab wo kala ka natak kar raha hai to ham prasannata ka natak kar rahe hain ham bhi to natak manch par baithe hain prasannata to jaan pao to bahut kathin vishay hai prasannata to bhagwan se bahari natkon se chutkula se ham prasann hone wale hain kya koi komedi ki baat kah ke koi rag dhvani suna ke hamen prasann kar sakte hamari prasannata ko vishay Priya priyatam maharaj ji mujhe ek kala aati hai main aisa kar sakta hoon haan haan accha tumne aisa kiya to kyonki tum natak kar rahe ho to ham bhi natak kar rahe sachchai se samjhna chaho to hamari prasannata ka vishay kuch nahi keval prabhu hai maharaj ji aap aapko prasann kaise kar sakte hain bata rahe hain ham tumhen raas bata rahe hain Radha Radha Radha ise prasann karo ji kabhi-kabhi aisa lagta hai ki agar mere andar bhi kuch hoti to shayad main ek wajah ban pata

aapko wo ahankaar aapki pushta ka wajah banta hamari prasannata ka le chal kabhi-kabhi lagta hai bhagwan ne mujhe pura khali chhod diya ye bahut badhiya kiya tabhi to bharenge premas mujhe bas lagta hai ki main to kisi yogya nahi hoon bas isi se hamari prasannata hoti hai jo ar bhav se kah deta hai main kisi yogya nahi hoon ye hamari vastvik prasannata ka vishay hota hai mujhe hansna khelnaa hai koi prasannata nahi prasannata hriday ka vishay hoti hai jab koi aa bhav se kahta hai he prabhu he priyaju main kisi yogya nahi mujhe sweekar kar lo tab hriday ekdam gudgudahat hoti hai.

haan theek hai. Sahi marg hai. Bhagwan tum par kripa karen. Yahi prasannata ka rahasya hai. Ab jaise mano wo natak hansane ka kar raha. Ham hans nahi rahe. Wo hansane ka kar raha ham hans rahe hain. To isse lakho prasann ho gaye. Uska bhi natak aur mera bhi natak donon milkar ke kitnon ko khush kar diya. Nahi khush kar diya. Ham sansari logon ko mehsus hota hai ki aap khush khush hain. Haan. To ye hota hai bakaya sachchi mano to hamare andar ki dasha jo dekhoge to tumhen samjh mein aayega inko koi kuch nahi kar sakta Priya pritam ke siva koi nahi khush kar tak

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi