॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

raja ne bhakt sadan kasai ji ke hath kyon katwa diye the?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

shri sadan kasai ji Jagannath Puri ja rahe the darshan karne to raste mein ghar mein awaz lagai bhikshamde to ek nau vadhu nikli us nau vadhu ne je bhi dekha wo lut gayi usne kaha yahi pa lijiye ab sant saral chit baith gaye sandhya ka samay tha prasad us stri ne hath joda aur kaha maharaj ji agar ratri yahi shayan kar lo aur subah aap badi shraddha dekhiye to ab ratri mein jab shayan ki sthiti mein tab wo akar apni kam vedna prakt ki to unhone kaha devi aapke pati hain aap aisi cheshta karte uska ulta dimaag chala ki mano ye kah rahe hain aapke pati agar pati na hote to usne apne pati ki hatya kar di sote hue phir ai aur kaha ab sweekar karo kaha dusht unhone kaha agar maine halla macha diya to tumhari abhi durgati ho jaegi to unhone kaha nahi main dharm virudh aacharan nahi kar sakta mrityu ko sweekar kar sakta hoon usne halla macha diya log ekatrit kya hua ye hamse galat karna chahta tha hamare pati ne roka pati ko mar dala aur phir galat karna chahta tha main halla macha diya wo sadan ji jai

Jagannath jai Jagannath bhagwan aap dekh rahe logon ne mara pita bandi bana liya. Raja ke paas le gaye. Raja ne jab aisi baat suni aur dekha ki bhakt hai to donon hath katwakar phansi to nahi di par chhod diya. Ek bhi aparadh nahi hai ismen. Lekin purv mein jis karm se kasai bane aake wo koi na koi paap karm raha na wahi hath katwa liye gaye. Jai Jagannath jai Jagannath. Jagannath ji pahunche prabhu ab to hath bhi nahi jod sakte. To aise karke je bhi kiya naveen hath aa gaye. Bhaktmal granth mein likha hua

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi