jab bhagwan bane bhakt ke naukar !
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
ek shriram naam ke bhakt hue hain. Wah mugal badshah ke khajanchi the. Par bade dayalu the aur bhagwan ka nirantar naam jap karte rahte the. Unse jaise koi kahta meri beti ka byah hai to badshah to adesh karega nahi. Wo chupchap khajane se de dete. Aadha khajana khali ho gaya. Kajiyon ne jab yah pata paya to badshah se shikayat ki aur kaha tumne aparadh kiya? Bole haan agar praja se hi karaj liya jaata hai aur agar unhin ko zaroorat par gayi to unko dene mein agar aparadh mante hain to maine aparadhi kiya hai. To kajiyon se pucha inko kya saja milni chahiye?
to unka phansi ki saja milni chahiye. Unhone kaha tumhari antim ichchha kya hai? Unhone kaha ek bar darshan kara dijiye vitthal bhagwan ke. To samne gaye aur kaha aap raji ho? Agar aap raji ho to ham raji hain. Idhar yah vitthal bhagwan ke darshan karne gaye udhar vitthal bhagwan pahunch gaye. Badshah ke age aise ratna fenke aur kaha dekh tere pure khajane ki keemat ek ratna mein nahi hogi. Rakh le apne khajane mein. Unka kaha ho kaun? Unka kaha main naukar hoon shriram ka. Bole tumhara naam kya hai? Bole bitthu vitthal bhagwan the aur bole turant hukum kar ki mere malik ko phansi se mukt kiya jae.
turant ghode daudae aur wo udhar adesh dene lage. Idhar bhagwan antardhyan ho. Ab wo rup madhuri, wo bolne ki kala uska to hriday chhin gaya tha. Jab shri Ram ko samne bulaya to unka ek bar apne naukar se mila do. Unhone kaha ham to aapke naukar hamara kaun naukar hai? Unka nahi wo kah raha tha bitthu naam hai aur Shyam rang ka tha. Bas unke aansu ane lage ki are yah mere prabhu ki leela
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ann ka aisa gahra prabhav ki sant se bhi ho gayi chori! — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…