॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan hamen dikhte nahi, unse pyar kaise ho ?? UdiyaBaba #1

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj bhagwan to hamen dikhte nahi to unse pyar kaise ho unki sharan kaise ho bhagwan tumhen dikhte nahi bade ascharya ki baat hai yah sab bhagwan hi to hai puj Baba chalo bhagwan nahi dikhte to bhagwan ka naam bhagwan ki mahima bhagwan ke bhakt ye to dikh rahe hain aap inki baat mano naam jap karo bhagwan ke leela gun gao jaise adesh hota hai waise siddhant se chalo bhagwan dikhayee dene lagenge jab tumhare hriday mein shanti anand kisi ke prati koi bhi dves nahi to jaan lo ab bhagwan prakashit hone wale hain hriday mein anand bhagwan ka swaroop hai shanti bhagwan ka shantakaram jo anand sidh sukh rashi jo bhagwan ko dekha nahi aur bhagwan ki sharan hokar naam jap karte hain bhagwan bahut reej jaate hain unse wah to dekh hi rahe hain na

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi