॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

100 bar girenge lekin har nahi manenge ! Motivational Words

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

har ko kabhi har manna nahi nirash nahi udas nahi hatash nahi har gaya to main kis point se hara mujhe dekhna hai abhyaas abhyaas yog yukt chet sa naam gamin matlab bahut jiddi swabhav jiddi swabhav matlab pran de sakte hain lekin apna niyam nahi tod sakte apni dincharya nahi tod sakte to bachchha harna hai hi nahi ham har mein vijay khojte hain ae khiladi ka gend jab aise niche jaata hai na to yah na samjhe niche gaya wo niche se thap marenga to apne lakshya pa jaega hazar bar harenge to bhi ham daud padenge apne lakshya ki taraf har kar nahi baith jaenge ki ra 1000 bar har gaye ab kya jeetenge nahi nahi ham har ko jit mein badlenge brahmcharya mein apaar samarth hai apaar samarth hai ye naveen bachchhe jo brahmcharya nasht karen bahut ghatak aap apne brahmcharya ko ksheen mat karna aap koi nasha mat karna jab tak vidya adhyan kar rahe ho yah bahut badi sadhna hai agar aap graduate na ho jae to hamen batana

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi