॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

chauthi leela:Vrindavan sat leela bhag - 3

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

upma vrinda vipin ki kah do deeje ka ati abhut adbhut saras shri mukh barnat tai vrinda vipin ki Vrindavan ki upma kisse du kuch nahi dikh raha hai dene ke liye uske saman kaisa hai ati abhut adbhut saras aisa ho nahi sakta abhut hai adbhut hai aur ras se bhara bhara hua hai. Jiska varnan swayam lal ji shri mukh varnat tae apne mukh se varnan kar rahe hain. Vrindavan ko ga rahe hain. Vrindavan ko pranam kar rahe hain. Swayam lal ji aadi ant jako nahi nitya sukhad van aae. Maya trigun prapanch ki pawan na parsat tahe.

jiska na aadi hai na ant hai. Keval ek hi hai sukhad nitya sukhad hai yah van. Yahan par maya trigun prapanch ki maya ki pawan ka sparsh nahi hai. Pawan na parsat tay maya ki koi prakaar se pravesh nahi hai. Vrinda vipin suhavno rahat ek ras nit prem surang range tahan ek pran dwit vrindav pin itna suhavna hai ek hi ras prem ras mein nitya rahta hai aur wahan par prem surang range tahan prem ke rang mein hi range hue priyal ek pran dwa mitra do deh ek pran hai aise priyal prem prem ke rang mein range hue hain.

ati swaroop sukumar tan nav kishor sukh raas harat pran sab sakhin ke karat mand mriduhas ati swaroop sukumar tan bahut hi sundar swaroop hai. Tan kaisa hai? Bahut sukumar hai. Nav kishor sukh rashi jo ek pran dwa mitra hain. Priya lal hain jo hamare yugal hain. Bahut hi sundar swaroop hai. Sukumar tan hai aur nav kishor hain. Umr kaisi hai? Kishoravastha nai nav kishor hain aur sukh ki rashi hain. Sab sakhiyon ke pran harte hain. Jab mand mridu muskan aati hai unke mukharvind mein. Harat pran sab sakhin ke karat mand mridu has.

jab hansi halki hansi aati hai. Mand muskurahat aati hai. Unke mukharvind par rasnavli ke darshan hote hain to sab sakhiyon ke prannon ka haran ho jaata hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi