॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

chauthi leela: Vrindavan sat leela bhag - 4

▶ YouTube

rasik vani ki vyakhya (hit varta) — upar video mein sunen.

pura pravachan

patr phool phal lata prati rahat rasik piye chai naval kunwar drig chhata jal dekar seenche aae patr phool phal lata ek-ek patr ek-ek phool ek-ek phal ek-ek lata rahat rasik piye chahe hriday se lagana chah rahe hain lal ji unki chahna unke liye bahut hai Vrindavan ki lataon ke liye phal ke liye phool ke liye aur ek-ek patte ke liye kyon kyon hai bhai aisa lalach ki age kah rahe hain dhruvdas ji naval kunwar drig chhata jal teh kar seenche aae Priya ji ki drig chhata se unki drishti pat se usko jal mil raha hai usse sinchan ho raha hai us lata ka isliye lal ji ras rahat rasik piy chahe hai uski chahna hai usse prem hai lataon se kunwar charan ankit dharan dekht jeh je thor Priya charan raj jaan ke lute rasik sir mor aise Vrindavan mein Priya ji ke charan chinh jahan jahan hain raj mein ban rahe hain unke charan chinh jahan jahan wo dekh rahe hain dekht je ja thor Priya Priya charan raj jaan ke Priya ji ki charan raj ko pehchan ke lute rasik sir mor rasikon ke sir mor jo shri Krishna hai wo usmen lot laga rahe hain.

Vrindavan pyaro adhik yate prem apaar ja mein khelt ladli sarvas pran adhar lal ji ko Vrindavan kyon pyara hai ham sakhiyon ko Vrindavan kyon pyara hai kyonki Vrindavan pyaro adhik yate prem apaar kyon hai bhai yah kyon adhik pyara hai Vrindavan aur isse itna prem kyon hai kyonki ja mein khet khelt ladli swayam Priya ji jismen krida kar rahi hain khel rahi hain. Sarvas pran adhar sabon ki prannon ki adhar jo Priya ji hai wah ismen khel rahi hain. Isliye Vrindavan hamen pyara hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Hit Vaarta (YouTube)

sambandhi