॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

gopiyon ke anannya prem ki adbhut leela

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek bar pujya bhai ji se hanuman prasad das ji maharaj ne leela ka varnan kiya ananyata chatak swaroop ka ki gopeejnon ke beech mein bhagwan raas reshwar aur swamini jo virajman hai to prem mein adhik baten jaban se nahi hoti netron se hua karti hai. Premion ki adhik baten netron se hoti hai. Jo uchh koti ka prem hota hai wo netron se baat karte hain. To pyari jo aur pyare ju ke netron ne baat ki ekant mein baithkar koi rasmay charcha ki. Ishara ho gaya batchit mein sab khoe hue the.

itne mein thakur ji antardhya ho gaye. Yah braj leela ki antargat ki baat hai. Nikunj mein to aisi samarth hi nahi hai ki antardhya ho. Ab gopijan khoj karne lagi lal ji ki kyonki pehle se unko pata hai ki thodi si bhi truti ho jane par ye man dharan karke antardhan ho jaate hain. Kya ho gaya hamse? Koi truti ho gayi. Kya haan Krishna khoj rahe? To jis nikunj mein Priya lal ne paraspat ishara kiya tha wahan baithkar rasmei varta karne ka khojti usi kunj mein pahunch gayi. Lal ji ne dekha ki sab gopijan aa gayi.

abhi Priya ji to aae nahi. Donon ne do bhujaye aur badha li. Aapko chatak ki baat kahte hain. Do bas do bhujaye badha li. Vrindavan ke baad Mathura mein char bhujadhari hi rahe. Mathura Dwarika char bhujadhari hi rahe. Gopijan nazdik gaye. Bilkul bhav nahi bana. Pranam kiya aur kaha he chaturbhuj narayan aap ham par aisi kripa karen mere ladle Shyam sundar shighr hi mere netr gochar ho wahi Shyam sundar keval do bhuja badha li to gopeejnon ka prem gupt ho gaya aur kaha he narayan aap kripa karo aur mere ladle Shyam sundar mere netr gochar ho aur chale bhagwan ne dekha ki kitni ananyata hai keval do bhuja badha liya to inke andar ka prem gupt ho gaya aur jab Priya ji us kunj mein jehi charan padhrai to lal ji ne socha do bhuja unko bhi dikhae chaturbhuj rup lekin unki do bhuja apne aap antardhya ho gayi duj Murli manohar ke rup mein hi virajman maim

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi