॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab andar se har jaoge, to kya hoga?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jahan bhagwat vishmaran hua bhajan nahi ho raha usi samay koi en koi vikar koi en koi rag desh koi en koi maya ke to jal aisa band lega ki ham bhi pareshaan ho jaenge isliye satat bhajan ka prayas aur bhagwat aashray dridh hamari sari sthiti ae jaegi jab tak ham prayas vrat rahe ki nirvikaar ho jaen tab tak jalan bhi rahi aur safalta bhi rahe jab har gaye hath utha diya jai Sita hari ab dekh lo unhone dekh le agar koi nirvikaar ho sakta hai to keval guru kripa kataksh keval hari kripa kataksh apna prayas rahna chahiye par nirvikarta apne prayas se nahi hoti kyonki apna prayas ham yukt hota hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi