॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

is baat se ghar mein aayegi sukh-shanti

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

prabhu swayam adesh kar rahe hain sharir nirvah ke liye jo bhi aapko kartavya karm mila hai vyapar nokri vihaar praman isi prabhu ke charnon ka aashray lekar smaran karte hue karo sab bhajan ban jaega main lo hamari baat ye karm bhumi hai kitna sundar sanyog mila hai aap kya bol rahe ho dharm aap kya bol rahe ho bhagwat virudh baten aur sukh shanti chahte ho tribhuvan mein koi pradan nahi kar sakta hamari baat thoda kadvi lagegi ya anubhav ki baat karte hain anubhav ki keval baten hi baten nahi hain anubhav ki ka raha hoon jab tak hari ko nahi bhejoge jab tak hari ke nahi honge kabhi kisi ko shanti na mili hai na milegi isliye main lo baat na mano jab tumhari samjh mein aae tab main lena yahi ek thikana dusra nahi yahi ek thikana hai bhag lo jo aap bhagana hai sab adhura hai pura aap se hona hai kisi aur se nahi aapki swikrati se baat badli

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi