॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

agar rog se mukt hona chahte ho to ye karo

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

agar satsang sunte ho santo ki vani par shradhaen to charan mrit ke bina aapki jibhya mein kuch khan-pan ki samgri nahi jani chahiye achchhi niyam le lo shriji ka charanamrit apne ghar mein shri ji ko snaan wahi hai vishwas karo Radha naam kaidi charnamrutva wahi hai par niyam se log ki bina charanamrit mukh mein del hamare jeevan poshan ke liye aur kuch nahi jaega pehle charan amrit phir pani phir bhojan phir ye dincharya akaal mrityu harnam tumhari akaal mrityu nahi ho sakti koi bhi rog ho hoga rog hoga lekin vinashnam uski samarth rog ka vinash karta rahega char naam mein ham ji rahe hain chalna matsil ki kripa se lekin ham aapko ek sahi dava bata rahe hain charnon agar aap bhavna karoge to charan namrata aapke rogon ko bhale bana rahe lekin usko nishka prabhavit rakhte hain uska prabhav nahi padega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi