॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kaha bhagwan kaun bhagwan

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bhale tum apne ko samjhte bahut balvan bahut buddhiman kuch nahi ek second mein sab dhul-dhusri sampurn brahmandon ke pralya ke liye keval itna samay lagega palak jhapkte mitti mein shamil jaega apne ko bahut prabhu se alag main kar vimurkh hokar manmani aacharan kar rahe aur sukh bhogne ke liye dekhte jana prakriti tumhen itna dand degi ji nahi sakte ho tum chain se sans nahi le sakte ho kahan bhagwan kaun bhagwan aap khol ke dekho na ki hai koi bhagwan jahan kisi ka bas nahi chalta hamari yah sab misail to pe tumhari sari gyan vigyan ke saath dhul dusri ho jaega yadi bhagwan ka apman karoge na karoge vimurkh hoke rahoge to aisi dhul dusri so jaoge kisi kam ke nahi rahoge kol sabko mitti mein mila deta hai yah jeevan keval prabhu ke liye mila chaturi isi mein jaldi se bhagwat prapti karo

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi