॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab aapka hriday pavitra hone lagega to aisa karne ka man hoga !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jaise-jaise hriday pavitra hoga waise-waise aapko chhota sa bhi apna dosh pahar jaisa lagega aur dusre ka chhota sa bhi bhajan chhota sa bhi gun pahar jaisa lagega bada gunvan hai bada bhajan nand ek bar Krishna koi bolegaa to aapka mancharan sparsh karne ke liye badhega jab aapka hriday pavitra hoga aur agar apvitra hriday lagegi kya hai to ek-do mala japta hoga main to 10 mala japte ho dekho ismen ye dosh hai ismen ye dosh hai jab ahankaar hota hai to dusre mein dosh darshan hota hai jab bhajan hota aur dainyata aati to dusri ka chhota sa bhi gun pahar jaisa dikta hai aur apna dosh jo hai pahar jaisa dikta hai aur ahankaar jo hota hai to apna chhota sa gun pahar jaisa aur dusre ka jo dosh hai chhota sa ho to wo pahar jaisa dikta hai ye viparit disha tab tak rahegi jab tak nirantar hriday mein naam jap nahi chalega naam chintan nahi chalega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi