॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

master ji bahut badhiya padhate hai

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek accha panch ka vidyarthi hai ek pichhdi ki hui uska ticher baitha hua hai wah ticher ki yogyta ko kaise jaan sakta hai bhai itna jarur kah sakta hai ki master ji bahut badhiya padhte hain iske age nahi janta hoga wo jab echdi karega tab usko apne ticher ki yad aayegi ki ya kitne graduate da itna niche utar karke hamko kakra sikhne hamko matra sikha aur wah swayam itni unchai pe aise hi bhagwat prapt mahapurush apne sthiti se niche utarta hai usko kisi ke updesh dene ki zaroorat nahi hoti kyonki bhagwat prapti bhagwat prapt kab sarvatra bhagwan dekh raha hai ab wo apni sthiti se niche utra aapko updesh kar raha hai aapko adesh kar raha hai aapse seva se wo apni sthiti se niche utar kar aapko uthane ke liye baat kar raha hai sant ki sthiti ko koi sant hi jaan sakta hai bahari nahi jaan

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi