॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

wo to phir bhi karorpati hai aur main...

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kai bar dekha jaata hai ki zyada gyan bhi nahi hai lekin arban rupya ka hisaab kitaab uske paas hai aur tum bahut padhe likhe ho bahut sab gyan hai engineer sab gobar dalne ko mil raha hai na koi kam mil raha hai na koi mil yah uska purv sanchit purn hai yah kisi kam ka aadmi ne do kauri ka dimaag hai par wo arban pe khel raha hai aleksa aur ham bahut vivek bahut buddhiman lekin theek se roti khane ki vyvastha nahi ho ka rahi ye purv karmon ka hisaab chal raha hai bahut mehnat kar raha hai dharm se chal raha hai lekin kuch nahi ban ka raha sharab pi raha hai gande aacharan kar raha hai bhai wo mara ghum raha hai ki ganda aacharan karna phir bhi maut se ham sahi chal rahe hain phir bhi dukh se aaj ki kheti kal kam aati hai nahi aaj tumhari kheti achchhi hai na kal mauj se tum jeevan bhar accha khaoge wah bura jo abhi kar raha hai wah achchhi kheti ka bhog raha hai aur jab iski buri fasal tayyar hogi tab tum dekhna phir ye iski dasha bigad jaegi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi