॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kisi ko narak nahi jane dete

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

santo ke sanidhy se unki vachno par tik jana ab ek santan hogi uska naam narayan rakhna aur wahi tumhara kalyan kar dega to Puri ae shakti pushputra mein ho gayi narayan putr mein aur narayan narayan beta narayan narayan o antim samay pukar na rahe ho gaya kam agar santo ke sankalp se jagat ka kalyan hota hota to ham tumhare samne nahi baithe hote ham ekant mein baithkar sankalp karte ho sabka kalyan karte kisi ko narak nahi jaan dete hain sabko bhagwat pratap par hamare bas ki baat nahi hamari baat maa lo nischit bhagwat pratap ho jaegi agar baat nahi Manoj to ham tadpate rahenge lekin aapko kuch kar nahi sakte ab aap hamari baat agar maa lo to ho jae agar baat na mano to mera kya bas chalega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi