jo kahte hai hame pyar hai !!
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
prayah ham pyar sharir se hi karte hain par jo sharir ke andar baitha tatv hai jo antar dhyan ho gaya to ham swayam lekar use sharir ko nasht kar dete hain jal dete hain aur pyar share se kiya tha ab bhi yad tumhen sharir ki hi ai hai wo paida kahani dhancha alag hua tha sanyukt aapka kuch varsho ka tha wo andar jiske liye tum tadap rahe wo prabhu hi tha jo bahut pyar karta hai sharir se jab uske andar se bhagwan chale Jain to wo rahega ab wo nahi rahe to tumne pyar kis kiya tha jante ho tum to jisko jante ho to samne ab karo na pyar bole nahi ab wo nahi raha isliye isko hata do matlab tum anjane mein bhi bhagwan se pyar kar rahe the sab ke andar bijli jo hai na bhagwan ye jo chaitanya hai na asan khalne bolna pyar dular ye bhagwan hai andar unhen ka power hai aur wo antar dhyan ho gaye to kitna bhi sundar pyar sharir ho aaj laga di jati hai paramatma ke liye nahi ro rahe ho kyonki uske liye roti to prashn khatm ho jaata nihal ho jaate aisa pyar prabhu se ho jae to abhi jeevan kritarth ho
jae mahatma ban jo mujhe lagta hai thodi disha galat hai usko sahi kar lo to aandit ho jaoge
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…