॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

wo hamara dost kaise ho sakta hai! !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jo hamari pavitra ko nasht kar de jo hamare sanyam ko nasht kar dev dost kaise ho sakta hai wo hamara friend kaise ho sakta hai meri dost banana koi buri baat nahi is baat ko ham mante hain shareerdhari purush sharir ko mitra bana sakta hai koi dosh nahi purush sharir dhari stri ko mitra bana sakta hai koi dost nahi lekin mitra ka kya kartavya hota hai kupan se nivaran supanth chhalava kumargh se hatakr ke supant mein chalana uski samasyaon ko dur karke usko anand se yukt karna usko sahyog karna na ki shoshan karna kahte hain uske dukho ko mit karke usko shanti aur sukh ke marg mein le jana

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi