॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Bank Balance bhi hai, par maya ne kaisa jal bichhaya !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kitne kap yug vidhi to ho gaye dekho kaisi soch hai bachchha apan khalne mein gaya jawani hui aisa lagta hai jeevan ka param labh hai byah hi hua ghar grahasti bogi bachchhe hue unki padhai likhi baya mrityu ae gayi hath kuch nahi laga ji khoj ke liye aae the usko ham bhul gaye maya ne kaisa daal failaya hamen laga ab yahi satya hai bole ab sab kuch ho gaya byah bhi bachchon ko ho gaya ab sab kam ho gaye bank balance bhi hai ab to lekin ji karya ke liye the wah to shuruaat bhi nahi ki phir mare phir wahi janm phir wahi baat suno kab se shuru hai to hamara lakshya kya hai bhagwat pratap prabhu mein tanmay ho jana sharir ka raj bhogo ka raj chhath jana ye lakshya nahi bana rahe bhatakti chale ja rahe koi bhagyashali satsang ke prabhav se apne lakshya ko dridh kar pata hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi