॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

papi purush zyada sukhi kyon dikhayee deta hai ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jo bhagwat marg se vimurkh aacharan papachran dharm aacharan karta hai aur aapko sukhi nazar ae raha ho uske bahut thode punya hain hamare bhagavtik vidhan mein system hai yadi aap adhik paap karenge to aapke jaldi se jaldi shubh karm aapko diye jaenge ki wo nasht ho tab tumhara nasht shuru hoga aur jab aap Bhagwati karya karte hain to dekh liya gaya na ki aap sambhal rahe ho to aapko koi bada na pahunch sake isliye aapke jo paap karm hain unko fake diya gaya ki udhar se khali karo jo uske shatru paksh ke paap karm jama hai usko nasht karne ke liye unko bhejo kyonki samay dharmishtha mein ye 50 jaega aisa nahi hai papi purush mauj se hai aur dharmatma kasht hai uske raj se ko nahi janti isliye tumhen aisa lagta hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi