॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

desh ke sainikon se maharaj ji ki vartalaap !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aur hamko batae jab hamare bharatiya sainik vibhag se koi aata hamen bahut accha lagta hai kyonki ham jitne bhagwan ki bhakti mein utne hi ham desh bhakti ka bhi bhav hriday se ham tirange ko sakshat bhagwan samjhte hain aur jaise raj sainik hai na aap log to ham bilkul sadhu hi mante hain ab aapko jahan bhej diya jae pahar mein bhej diya jae kaise kasht honge par aap apne pran dene ke liye tayyar hain par dusra koi pravesh en kar pe ye chhoti-moti sadhuta nahi matlab ham hriday se pranam karte hain kyonki aaj ham yahan surakshit hain to rajya ki bal se surakshit hai agar maa lo atankwad ghusta chalave to ham sab mar diye jaenge ye na katha ho paegi aur charcha ho paegi to ham isiliye raj sainik ko ek sadhu hi mante hain ek bhagwan ka jal hi mante hain

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi