॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

pyaaj-lahsun to sabji hai phir nishedh kyon ???

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

dekho ye ye koi mansik ki tarah nishedh nahi hai aap samjho bas hai suno jahan aloo paida hoti hai wahan waise bilkul waise hi jamin mein wahi paida hota hai bas iska asar kya hai ye tamogun hai keval baat skreen ye tamogun hai tamogun hone ke karan ye hamare maa mein kam krodh aadi paida karenge isliye ise bachchha jaata hai wo koi aisa nahi ki matlab jise mans hai aur usmen dusre jeev ki hatya ki karke phir wo to usse to ab ye koi hatya thodi jaise jahan aloo hai jahan kand shakarkand hai waise hi niche paida ho raha hai na wahi is khet mein paida ho raha hai aur is paddhti se paida ho raha hai bas antar kyon wo gan jo hai to wo nischit kar diya jaega kyonki aap bhakti ke marg mein chalna chahte hain to isliye pyaaj lahsun koi aisa nahi ki are pyaaj le sun aisa nahi hai wo isliye hai ki tumhari buddhi mein uttam paida kar dega isliye

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi