॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

karm tumhari dhajhiyan uda dega chahe jis se ashirwad lelo..!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

par sharab pina mans khana parai stri se april purush se bi vichar karna yah sab Gandhi adte rahenge to keval aap sanoj suna dog aacharan nahi pavitra honge aapka kam banega nahi is karya ke liye manushya jeevan mila wo karya nahi banega pakka samjh lijiye ek wo bhi jeev hai jaise ham apne sharir ko pyar karte hain aise har jeev karta hai ham dusre ko mans khain aur madira pe bi vichar karen aur sochiye ab hamen koi ashirwad de de ki ham sadaiv indra ki tarah sukhi bane rahe bilkul bekar ki baten chahe jahan bhag ke dekh lo daud ke dekh lo karm tumhara bachchan wala nahi chahe ji tirth mein chale jo chahe jisse ashirwad le aao kar main tumhari dhajhiyan uda dega wo chhupa lo tum aise chhupa ke marenga bata bhi nahi paoge aisi jagah marenga isiliye karm se daro gande aacharan mat karo

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi