॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji kya bole sampradaywad par !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

vaishnav hone par bhi badi maleenta hai yadi ye sampradaywad ki bhavna andar baith jae accha ye to aur sampraday ka hai bahut kaduva hai ye vachan sahab hamare hain prabhu ke hain hamara parivaar sab hai pura jagat mere prabhu ka swaroop hai agar kahani koi kisi bhi sampraday ka tilak lagaen hain ye hona chahiye sampraday ka tatparya hai bhav ras mein dubne ka marg das kiske shri krishna ke to shakha ke shri krishna ke to vatsalya bhav kiska shri krishna ka to gopi bhav kiska shri krishna ka to sahcharya kiski shri krishna ki shri krishna Priya pritam bhaiya hai to wahi na aur jo brahma bhav koi bhav nahi rakhna to mera bhav laga hai ki sab mein mere prabhu hai to sabki charan vandna to ae gayi baat ki tumhara hriday hamari ladli ke liye kaisa hona chahiye pranti niche apnaap ho gaya baat ban gayi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi