॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

garbhvati matao ke liye bahut zaruri baten !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

garbhsth shishu ko aap sanskar uttam se uttam aur niche se niche de sakte hain garbhsth shishu par baheri jo hamara sanskar hai wo prabhav dalta hai ham kya bol rahe hain kya dekh rahe hain kya sun rahe hain kya padh rahe hain to uska prabhav parta hai jaise garb mein shishu hai aur jo log sanyam dharan nahi karte to bahut tarah se use shishu ke sanskar aur uske swasthya par prabhav parta hai khan-pan ka se nahi bhog vilas ka sanyam nahi to shishu mein bahut hanikarak vrittiya aur dosh pragti ho jaate hain rojit se shuru ho jaata hai aur uske buddhi jo hai wah adhyatma balheen ho jati hai kyonki jaise sanskar del ja rahe hain na wo garb mein hi sanskar ki rachna ho rahi naam jaap karte rahie Shrimad bhagwat ki katha aur prabhu se prarthna kijiye aur bhavna kijiye ki mera garbhsth shishu bhagwan ka bhakti ho nischit nischit Bhagwati sanskar honge

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi