॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kabhi kisi ko bhaj liya kabhi kisi ko ye phisdu swabhav nahi hona chahiye !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ham apne aradhya dev ko samarpit hain yah hamara mangalsutra hai aur yah hamara suhag hai aur ham raat din unhen ka yas gate hain unhen ko prapt karna hai to ismen phir sankoch nahi karna chahiye nacha parampragat hai na acharya parampara ki upasna hai to kaise acharya mein pehle sudhar karo phir age satsang ka matlab sudhar karo sudhar karo phir age chalo apne acharya mein nishtha rakhen apne guru ko brahm ke samaj main apne acharya ke vachno ko maa ye jo phisdu swabhav hota hai na jahan gaye wahin ke ho gaye wo phir kahani se kuch labh nahi prapt kar pata ek bar maa lo chayan kiya hamari samjh mein nahi aaya bahut samay se yam idhar-udhar bhatakti ab ek bar jab para to phir pakar liya ab narak mile swarg mile mujhe koi matlab nahi jo aja karen waise wo jit jaega aur aise badte rahe to kab tak badte rahenge kab tak hamare bhav aise sarakte rahenge nahi ek jagah to tikau na

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi