॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

sadhak dhyan se dekhe kahin upasna ke naam par vasna ki purti to nahi Hori !!!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kabhi-kabhi ham bhagwan ki aad mein apne maa ki vasnaon ki purti karte aur jab kabhi koi puchta hai to bole unke satta ke bina patta nahi hilta to hamare dwara jo hua unhone to karwaya hai to unke dwara ek aur banaya gaya jiska naam hai narak rog chinta bhai so ye bhi to unhen ko banaya hua hai unhen ka prasad maa ke 100 phir unko kosti kyon ho aur yadi kosta ho to sahi marg mein chalo jab tak maa mein kamnayen hain vasnae hain tab tak sadak ko vivek pradhan hona chahiye gurujanon ki vani aur shastr teri takreer suna hai to Priya jo ki prabhu ki prerna hai nahi to ye maa ki prerna hai vasna se prerit ho raha hai ham ise Priya jo ki prerna nahi manenge bhagwan ne do vibhag banae hain ek vibhag banaya hai maa ki vasna ka aur ek vibhag banaya hai upasna ka upasna pe chalo to sukh mein aur vasna mein chalo niche girti hui chali jaegi isliye upasna aur vasna ke bhed ko samjho tab phir age ye baat aayegi ki prabhu jaisa chahte hriday mein baith ke vaisa karte

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi