॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab ek Sikh bhai ne kaha pura Sikh samaj aapki or dekh raha hai !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

main jitna aapko ham log sun rahe hain main lagbhag chhah ma se maharaj ji aapko sun raha hoon ji aur main guru nanak dev maharaj ko pratyaksh maa ke ka raha hoon is samay aap jaise sant mahatmaon ki is desh ko bahut avshyakta hai aur ishwar se yah prarthna ki agar ham log ke pran lek bhi agar aapka maharaj ji kuch ham log kisi laik ham log to nimit mantr hain avshyakta hai hazaron hazaron aap jaise sant taki is desh mein shanti sthirata ae sake kyonki aap main maine purv mein bhi kaha main vedon ka mujhe jankari nahi hai shastron ki jankari nahi hai lekin aap jo bol rahe hain jo guru granth sahab maharaj bol rahe hain wo aap bol rahe hain aur pure vishv mein ek sawal aapki aur ek asha bhari nigah se dekha hai ki jo nirol kurbani mein chijon kahin gayi hai wo aaj ek sant mahatma phir ate hain un chijon ko hamare guru janon ka chahe wo kisi bhi jagah virajman ho un sab ka ashirwad kam kar raha hai hamare hriday mein wahi sab baith ke bula rahe hain meri samarth nahi hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi