॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kuch pata nahi kab jana hai !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

dekho bhaiya in sareero ka koi bharosa nahi ek achchhi mati ke bane hue khilone hain yah jitne din tik Jain bhag mein bana kabhi bhi yah pooch sakte hain pakki baat sun lo tumhare anusthan se bchane wale nahi ye mitti ke khilone mitti mein mil jaenge chahe anusthan karo chahe jo kuch karo inki ek avadhi hai inki ek samay sima hai ki samay mein kitna dukh bhogna hai ki samay mein kitna sukh bhogna hai is sharir ka pehle se nischit ho gaya hai ab use nischit ko matkar ke naye bhagya ki rachna karne ke liye hamen manushya sharir mila hai uske liye naam jaap karo achhche aacharan karo phainsi wale ko to pata hai ki ham mukh tarikh ko 8:00 baje to phainsi par latkaya jaoge apne ko wah bhi pata nahi kis second mein sharir se pran alag ho jaenge koi pata nahi Radha Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi