॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ghabrao mat !! Ek bar to jana hi hai bas is chakkar se nikal chalo !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kabhi bhi mrityu ho shakti hai ki kisi ghabrana nahi chahiye dekho waise bhi ek bar hi to marogey na aur ek bar marna hai na sabko kaha ek daro yar ab aisa bhajan kar lo ki bar-bar marna na pare ek bar mare ho apne prabhu ke paas pahunch jae bada jhanjhat hai karne jine mein phir pata nahi kahan paida honge kaun main banega kaun aap banega kaun parivaar banega aaj kripa karke nikal diya apne marg mein kal pata nahi agar ham chak gaye to phir fas jaenge is mein jo itna Bhajanand hi mahatma hiran se prem karke hiran ban sakta hai to apne to suar kutta bane mein kitni dar lagegi hamen pata hai aap ye le jaoge ham pehle apna naam kat lete hain ye meri nahi hai ghbarahat kab paida hoti hai jab ye meri aur koi chan laga ab ham pakde baithe hain kal balvan chan laga ham aaj abhi isi kshan karne ke liye tayyar bilkul chalne mein koi pareshani nahi hai ek kshan bhi Radha naam na bolo bas baat ban gayi Radha naam bole to ja 100 varsh

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi