mere college me sare dost virodhi swabhav ke hain, saath rahte hue bhi sang dosh se kaise bache ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
udayraj choudhri ji Kanpur se shri Harivansh maharaj ji aapke shri charnon mein kotak dandvat pranam maharaj shri ji vishwavidyalay mein main sansarik shiksha hetu pryasrat hoon wahan sabhi sathigwan virodhi swabhav ke hain kripya aap margdarshan karen ki saath rahte hue bhi song dosh ke prabhav se kis prakaar surakshit raha jae yadyapi kathin hai aur sambhav nahi hai yadyapi kathin hai jaise lanka mein rahe karke vibhishan ji ne bhagwan ki param bhakti ki par bahut kathin hai yadi hamara lakshya dridh hai to hamen koi nahi gira sakta jo rahim uttam prakriti ka karshakat kusang chandan vishv vyapat nahi lapte rahe bhajan agar uttam vichar wala karo ya na karo waise koi mitrata nahi karta kyonki jo baat karne ke liye unko chahiye masala aapke paas nahi hoga to baat nahi karenge agar aap unke angami baenge to aapse mitrata rakenge anytha to hari mitra hue hari mitra to sab baat ban gaye vaisa mitra hi kya jo kuparta marg mein chala dev to shatru hai mitra ki pehchan kupath nivar supant chhalava jo hamen kumargh se
hatakr sat marg mein sthit kar de use mitra kahte hain aur jo sada charnon se bhrasht kar de wo to shatru hota mitra aajkal mitrata ka bhav dihakar satapruta ki jati hai aaj lage isi mitrata mein jo kumarggami pravritti ko badhava den to isliye waise aapka bhav bahut vandneey hai ki aap is avastha mein savdhaan rahna chahte par hai kathin pe ki tum bahut khush nazar ae rahe ho tumhen pata nahi kya yahan chal chali ja rahi kaushilya ji ki dasi banna padega phir wo dobara jab pes hui apne rang mein udas kyon hai batana bas main to aapke song ai hoon dasi bank to main aapka sada hi chahti hoon par ek hi bar bola to aapne sari baat agar dobara bolungi to aap bolo na to main satya ko sakshi karke kahti hoon jahan Ram ka rajya abhishek hua maharaj unke adhin hai kaushilya ke aap rang chhorne laga aur itna rang chaddha diya maharaj ke pran nikal gaye prabhu ka 14 varsh ka banvas hua Puri Ayodhya ja sakta hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1401 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …